Site menu
Section categories
Calendar
Entries archive
Search
Tag Baord
ShaanSE Poll
Main » 2011 » August » 10
Kaii din kaii raatein Hum khudse hi karthe the baathein Humare kismat me who thi Ya uske kismat me hum the Ye tho hum nahi jaanthe Kaii din kaii raatein Hum khudse hi karthe the baathein Woh mujhse door thi Par hum usme shaamil the Ye kaise hua hum nahi jaanthe Kaii din kaii raatein Hum khudse hi karthe the baathein Na woh mujhse milthi Na hum us se milthe
...
Read more »
Yeh lamhe tum bin na gujare jaye Tum saath ho warna hum kidhar jaye Waqt ki ret par yaado ke nishan hai yeh loatti lehere kahi na mitta jaye Anjaan shakl lekar yu jo dhakil hue kahi tasvir bankar na simat jaye Yu to bahoot milenge safar mein magar tum sa koi ho yeh mumkin to nahi yah lamha, yeh safar adhura sa hai Aankho mein ashko ko hawa na de jaye thamlo is lamhe mein mujhe..ki.. saath tumhare har lamha jina chate hai Yeh lamhe tum bin na gujare jaye Tum saath ho warna hum kidhar jaye
jab kabhi galti se, kisi se pyaar ho jata hai hasne ke saath saath... dil ro bhi pata hai ansuo pe ansu.. muskan ke saath bhi aansu... kisi aur ko phir kabhi koi kaise banaye janu jitna ud sakte the, utna to ud liye khushi ke saath saath, gham bhi khud piye usko nahi kubool, to naa sahi hum to zaroor kahenge.. "ishq kiya tha kabhi!"
Teri baraat hogi Mera janaza hoga char admi tere sath honge char admi mere sath honge Phool tujh per bhi honge Phool mujh per bhi honge Tujh per dulhan ka jora hoga Mujh per kafan ki sajawat hogi Lali tere chehre per hogi Noor mere chehre per hoga Khubsoorat tum bhi lag rahi hogi Khubsoorat main bhi lag raha honga " FARK SIRF ITNA HOGA " Tum kisi ki zindagi main ja rahi hogi Main tumhari zindagi se ja raha honga Mera naseeb teri kismat se acha hoga Mera gham teri khushi se acha hoga Yakeen na aae to apni ankhoon se dekhna Mera janaza teri baraat se acha hoga Mere samne rukhsat jo teri baraat hogi Us lamhe gul-e-shamay hayaat hogi Wo bhi jan kesi aafat ki raat hogi Pehloo main kisi k meri Kainaat hogi
kuch dard ab bhi baki hai sene mein..... kuch khwaishey ab bhi baki hai sene mein, tum bahot dor ho mujhse phir bhi...... tumhari yaad ab bhu baaki hai mere seene mein, tumhe meri yaad chahe aye na aye...... mera har lamha guzarta hai tumhe hi yaad karne mein, hum miljaate yeh manzoor na tha khuda ko...... bas yahi kami reh gayi mere jeene mein, jee to rahe hai hum iss duniya mein tere bina........ par kya faida aise akele jeene mein, kuch dard ab bhi baaki hai seene mein......... kuch khwaishey ab bhi baaki hai seene mein.
uski ankhaoun mein ek dard sa nazar aata hain..... woh chup hain par chehra kehta howa nazar aata hain, uski khamoosh palkaoun ke neeche mujhe...... na jaane kyoun ek samandar sa nazar aata hain, yun larazte howe haaseen hotaoun ko kya kahein..... gham ka beeta howa unpe fasana nazar aata hain, kaash yeh dard uska hum kam kar paate....... par har ek bahana beekaar nazar aata hain, koso dor khadi ho khushiyan jaise......... dard se hi uska rishta joda nazar aata hain, haar na manenge hum phir bhi aye dil...... aayegi muskaan uske hoontaoun par aisa aasaar nazar aata hain..
ek pal nahi guzarta hain, ek lamha nahi talta hain, tujhe yaad kiye bina, meri raat kat-ti na din dhalta hain. kabhi aankhaon mein, kabhi neendon mein... kabhi khayalon main, kabhi sapnao mein..... tera tassawur har baar aajata hain. kabhi apnaon mein, kabhi gairaon mein... kabhi mehfil mein, kabhi tanhaiyaon mein... tera khayal mujhe mehka jaata hain. kabhi shoor mein, kabhi khamoshiyaon mein.... kabhi saaz mein, kabhi suraon mein.... tou hi mujhse judd jaata hain. kabhi dil mein, kabhi dhadkan mein... kabhi sansao mein, kabhi aanhaon mein... tera hi pyaar sama jaata hain. kabhi qissao mein, kabhi kahaniyaon mein... kabhi gazalaon mein, kabhi geetaon mein... tou fasana ban kar reh jaata hain. ek pal nahi guzarta hain, ek lamha nahi talta hain, tujhe yaad kiye bina, m
...
Read more »
Login Here
Welcome to ShaanSE Poetry
ShaanSE Facebook
statistics
Total online: 13
Guests: 13
Users: 0
Members Area
Users who have visited the site today
ShaanSE Facebook
ShaanSE Channel
Dedicated To ShaanSE-1
Dedicated To ShaanSE-2
Search