Site menu
Section categories
Calendar
« September 2024 » Su Mo Tu We Th Fr Sa 1 2 3 4 5 6 7 8 9 10 11 12 13 14 15 16 17 18 19 20 21 22 23 24 25 26 27 28 29 30
Entries archive
Search
Tag Baord
ShaanSE Poll
Main » !!~ LIFE POETRY ~!!
*1585...Zindagi Kitni Haseen Hai...Pak Old*
Zindagi kitni haseen hai Aazma kar dekhey Zindagi ki talkhiyon ka Lutf utha kar dekhey Apni aankhon main chopa kar Ane wale kal k khawab Do ghari bete dinoon ka Gham bhula kar dekhey Koun kahta hai k aansou hain Gham e dil ka elaag Pyaar ki sachi khushi Lab pay saja kar dekhey Apni apni ra
...
Read more »
*1584...Zindagi Kitni Haseen Hai...Pak Old*
Zindagi kitni haseen hai
Zindagi hai choti, har pal mein khush raho... Office me khush raho, ghar mein khush raho... Aaj paneer nahi hai, dal mein hi khush raho... Aaj gym jane ka samay nahi, do kadam chal ke hi khush raho... Aaj Dosto ka sath nahi, TV dekh ke hi khush raho... Ghar ja nahi sakte to phone kar ke hi khush raho... Aaj koi naraaz hai, uske iss andaz mein bhi khush raho... Jise dekh nahi sakte uski awaz mein hi khush raho... Jise paa nahi sakte uski yaad mein hi khush raho Laptop na mila to kya, Desktop mein hi khush raho... Bita hua kal ja chuka hai, useki meethi yaadein hai, unme hi khush raho... aane wale pal ka pata nahi... sapno mein hi khush raho... Haste haste ye pal bitaenge, aaj mein hi khush raho ..........Zindagi hai choti, har pal mein khush raho
Zindagi ke safar mein har insan, Khusi ke talash mein rehta hain, Is waje se woh anjane mein, Hazar gum ko apnata hain, Jina hai to khul kar jiyo, Gum aur khusi ka hisab kyon karta hain, Jo mile usi ko apna takdir samajho, Phir dekho gum kaise khusi mein badlta hain.
Zindagi Mein Rukh badal jata hai zindagi ka, Har hawa ke jhonke ke baad Log badal jate hain zindagi me Har ek mod ke baad. Ek dharre se zindagi jeena, Badi galat fehmii hai ek, Soch badal jaati hai zindagi me, Har ek lamhe ke baad. Kal ke intazaar me aaj bi
...
Read more »
Waqat Se Waqat Ki Kya Shikayat Waqat Se Waqat Ki Kya Shikayat Karein Waqat Hi Na Raha Waqat Ki Baat Hai Uss Ney Dekha Muje Ussney Chaha Muje Ussnay Thukra Diya Waqat Ki Baat Hai Koi Mushkil Parri Koi Kaam Aa Gaya Zehan Mein Usskay Jo Mera Naam Aa Gaya Baad Muddat Ke Woh Doston Ki Tarrah Hum Se Huss Ke Milla Waqat Ki Baat Hai Zindagi Hum Say Anjaan Tu Ho Gai Ek Rishtay Ki Pehchaan Tu Ho Gayi Koi Chahat Na Thi Bas Murrawatt Thi Woh Khud KO Samjha Liya Waqat Ki Baat Hai Apna Rang-e-Muhabbat Hai Sab Se Juda Koi Pochhay Tu Kahon Or Kya Jiss ko Payaa Nahi Ussko Kho Ker Bhi Main Kiyon Ussi Ka Raha Waqat Ki Baat Hai
Kuch baaten bhuli huyi, Kuch pal beete huye, Har galti ka naya bahana, Aur phir sabki nazar mein aana, Exam ki puri raat jaagna, Phir bhi sawaal dekhke sar khujlaana, Mauka mile to class bunk maarna, Phir doston ke sath coffee pine jana, Uski ek zalak dekhne roj school jana, Sochte sochte attendence bhul jana, Har pal ek naya sapna....... Aaj jo tute... phir bhi hain apne ye dosti ke din, In lamhon mein zindgi jee bhar ke jee lo,
...
Read more »
Login Here
Welcome to ShaanSE Poetry
ShaanSE Facebook
statistics
Total online: 1
Guests: 1
Users: 0
Members Area
Users who have visited the site today
ShaanSE Facebook
ShaanSE Channel
Dedicated To ShaanSE-1
Dedicated To ShaanSE-2
Search