| Site menu |
|
 |
| Section categories |
|
 |
| Calendar |
|
|
 |
| Entries archive |
|
 |
| Search |
|
|
 |
| Tag Baord |
|
 |
| ShaanSE Poll |
|  |
|
Main » 2011 » August » 31
teri khushbu ka pataa karti hai, mujh pay ehsaan hawa karti hai, shab ki tanhai mei ab to aksar, guftagu tujh say raha karti hai, dil ko us raah pay chalna hee nahi, jo mujhay tujh say juda karti hai, zindagi meri thee lekin ab to, teray kehnay mei raha karti hai, us nay dekha he nahi warna yeh aankh, dil ka ehwaal kaha karti hai, shaam parrtay he kisi shakhs ki yaad, koocha e jaan mei sadaa karti hai.
|
Aa bhii jaao kii zindagii kam hai tum nahi ho to har Khushii kam hai
vaadaa kar ke ye kaun aayaa nahi shahar mein aaj raushanii kam hai
jaane kyaa ho gayaa hai mausam ko dhuup ziyaadaa hai chandani kam hai
ainaa dekh kar Khayaal aayaa aaj kal un kii dostii kam hai
|
Aye moj-e-hawa,Ab tu hi bata, Wo yar hamara kaisa hai?
Jo bhool gaya hum ko kab se, Wo jaan se pyara kaisa hai ?
Kia us ko jeewan lamho mein, Koi lamha mera baqi hai ?
Kia uski jaagti aankhon main, Meri yaad se phaili udasi hai ?
Kia wo bhi meri tarah yun hi, Shab bhar jaga kerta hai ?
Kia wo bhi saya-e-rehmat main, Hamain RAB se manga karta hai ?
Agar aisa nahi to tu hi bata, Hum yaad use Kion kertay hain ?
Wo humse bicher ker khush hai agar, To hum pal pal kion marte hain ?
|
main nay kaha k mere liye kuch dua karo us ne kaha dua pe na takya kia karo
main nay kaha k zahan pe rahta hai bojh sa us ne kaha k chhup k kahin ro liya karo
main nay kaha k kamodahan bemaza se hain us nay kaha k hafiz-o-ghalib parha karo
main nay kaha k dost nibhayengay mera sath? us nay kaha k waqt pe ye tajraba karo
main nay kaha k asl ki mujh ko talash hai
...
Read more »
|
Muhabbat phir mujh ko aazmane ko hai.. Meri rooh mujh se bichar jane ko hai Wafa-e-muhabbat raak ho jane ko hai Jo mere dil se jhor kar meri zaat mein raha Woh bandhan pal mein toot jane ko hai Muhabbat phir mujh ko aazmane ko hai.. Sokoon dil barbaad ho jane ko hai Raapte socho ke simat jane ko hai Yeh kaisa too ne muhabbat mein faasla rakha Apna ho ke ajnabi ho jane ko hai Muhabbat phir mujh ko aazmane ko hai.. Qurbato ke nisha mit jane ko hai Faasle dooriyu mein badal jane ko hai Woh ja sakta hai meri muhabbat ko chor ke Meri zaat to us ki muhabat mein waft ho jane ko hai
|
 Chand ko sitaron se aur mujhe tum se Mohabbat hai Phoolon ko baharon se aur mujhe tum se Mohabbat hai
Mehfil main jo milna nighahein jhuka lena koi samjh na paye ke mujhe tum se Mohabbat hai
Ab tere hijr main bus ek kaam hai Aasman takna Tum sitaron pe likh dena mujhe tum se Mohabbat hai
Hai hamain ehsas tum ko bhi hum se Pyaar hai lekin Yeh mere ru – ba – ru? kehna mujhe tum se Mohabbat hai ..!
...
Read more »
|
Aansu jo beh rahey hein inhein behney do Yeh keh rahey hein dil ki baat, kehney do Buhat bawafa ho tum, yeh ham ko hai maloom Tum apni wafa ki baat, apney tak hi rehney do! Mila to kia mila tumhein chahney kay baad Bas dukh hi seh rahein hein, hamein sehney do Tum ney to keh dala sab haal-e-dil apna Ab mujh ko apni daastaan bhi kehney do Mar gaye auroon kay liye main Tum apni khatir ham ko Zinda rehney do..
| |
|
Login Here
|
Welcome to ShaanSE Poetry
|
 |
| ShaanSE Facebook |
|
 |
| statistics |
Total online: 1 Guests: 1 Users: 0 |
 |
| Members Area |
Users who have visited the site today
|
 |
| ShaanSE Facebook |
|
 |
| ShaanSE Channel |
|
 |
Dedicated To ShaanSE-1
|
|
 |
Dedicated To ShaanSE-2
|
|
 |
| Search |
|
 |
|