| Site menu |
|
 |
| Section categories |
|
 |
| Calendar |
|
|
 |
| Entries archive |
|
 |
| Search |
|
|
 |
| Tag Baord |
|
 |
| ShaanSE Poll |
|  |
|
Main » 2011 » August » 14
Main Saath Saath Tere Raha Bhi Nahi Khuda ki Kassam Be wafa Bhi Nahi
Saans Too Le To Dil Dharkta Hai Mera Meri Rooh Teri Rooh se Juda Bhi Nahi
Too Chahti Hai, Bhula Doon Tujhe Par Aisi To Koi Waja Bhi Nahi
Koi Waja Bane, Koi Bahana Bane Wallah Aisa Sitm Rawa Bhi Nahi
Khafa to Nahi Hoon Main Tujh se Magar Tujhe Manane Ka Mujh Mein Hosla Bhi Nahi
Bin Tere, Sehra Lage Zindagi Sans Lene ko Zara See Hawa Bhi Nahi
Bin Tere Jiya, To Aise Jiya Mara Bhi Nahi Jiya Bhi Nahi
Bin Tere Rahoon, T
...
Read more »
|
|
Tujhe Ishq Ho Khuda Kare
Tujhe Us se koi Juda Kare
Tere hont Hansna Bhool Jaayein
Teri Aankh Pur Nam Raha Kare
Tujhe Hijr ki Wo Jhari Lage
Too Milan ki Har Pal Dua Kare
Tujhe Dosti Bhi Na Raas ho
Too Tanha Tanha Phira kare
Too Us ko Dekh ke Ruk Pare
Wo Nazar Bacha ke Chala kare
Phir Tera jo Ishq pe Yakeen ho
Too usse Tasbihon Pe Parha Kare
Phir Main Kahoon Ishq Dhong Hai
Too Nahi Nahi Kia Kare,,
|
|
Apne Haathon ki Lakeeron mai Basa le Mujh ko Mai hoon Tera to, Naseeb apna bana le Mujh ko Mai jo Kaanta hoon to, chal Mujh se bacha ker Daman Mai hon agar Phool, to Jorey mai saja le Mujh ko Mai khule Darr k kisi Ghar ka hoon Samaan, Pyare! Tu dabey Paaon kabi aake Chura le Mujh ko Mujh se Tu puchne aaya hai Wafa k Ma'ani Ye Teri Sada-Dili na Maar dale Mujh ko Mai Samandar b hoon, Moti b hoon, Gota-zann b Koi b Naam le ke Bula le Mujh ko Khood ko Mai Baant na daloon kahin, Daman Daman Kardia Tu ne jo Agar Mere hawale Mujh ko Bada phir Bada hai, Mai Zehar b p jaaon 'shah' Shart ye hai k koi Baahon mai sanbhale Mujh ko
|
Dil ko dil ki baat samajhne mein Kuch waqt to lag hi jaata hain Har jazbe ko sahi naam dene mein Kuch waqt to lag hi jaata hain
Ek safar hain taii karna... Safar ke aaghaaz ko kuch waqt to lag hi jaata hain Aakhir hain har tarah ke mod ke har raste par chalna... Apne kadam badhaane mein kuch waqt to lag hi jaata hain...
Bahut kuch hain tumhaarein sang zindagi mein paana Lekin jo khona hain uske liye waqt to lag hi jaata hain Ek nayi shuruaat karne se pehle Kuch anth karne mein kuch waqt to lag hi jaata hain
Tumse hain apne naam ko jodna chaahaa... Apna naam chodne mein kuch waqt to lag hi jaata hain Najaane hain kabse chaaha tu
...
Read more »
| |
|
Login Here
|
Welcome to ShaanSE Poetry
|
 |
| ShaanSE Facebook |
|
 |
| statistics |
Total online: 2 Guests: 2 Users: 0 |
 |
| Members Area |
Users who have visited the site today
|
 |
| ShaanSE Facebook |
|
 |
| ShaanSE Channel |
|
 |
Dedicated To ShaanSE-1
|
|
 |
Dedicated To ShaanSE-2
|
|
 |
| Search |
|
 |
|