ek pal nahi guzarta hain, ek lamha nahi talta hain, tujhe yaad kiye bina, meri raat kat-ti na din dhalta hain.
kabhi aankhaon mein, kabhi neendon mein... kabhi khayalon main, kabhi sapnao mein..... tera tassawur har baar aajata hain.
kabhi apnaon mein, kabhi gairaon mein... kabhi mehfil mein, kabhi tanhaiyaon mein... tera khayal mujhe mehka jaata hain.
kabhi shoor mein, kabhi khamoshiyaon mein.... kabhi saaz mein, kabhi suraon mein.... tou hi mujhse judd jaata hain.
kabhi dil mein, kabhi dhadkan mein... kabhi sansao mein, kabhi aanhaon mein... tera hi pyaar sama jaata hain.
kabhi qissao mein, kabhi kahaniyaon mein... kabhi gazalaon mein, kabhi geetaon mein... tou fasana ban kar reh jaata hain.
ek pal nahi guzarta hain, ek lamha nahi talta hain, tujhe yaad kiye bina, meri raat kat-ti na din dhalta hain.

|