Bicharr ke mujh se tum bhi jee na paoge Sach kehti hoon mere bin bohat pachtaoge Bardasht ka paimaana hai mera bhi bohat wasi Bolo kitna rulaoge bolo kitna sataoge Yaadein meri satayengi baatein meri rulayengi Meri nigahon se tum khud ko kahan tak chhupaoge Saaya bhi hua karta hai kya kabhi Insaan se judda Tum jahan bhi jaoge saath mujh ko paoge Kardega mera khaloos yeh haalat tumhari Raaz e Dil zaban tak laoge aur keh na paoge Karti hoon intezaar us lamhe ka main Jab mujhe apna keh ker paas bulaoge
Dil se dil ka rabta acha laga Aaj us ko sochna acha laga Jate jate akhri lamhaat main Mur ker us ka daikhna chas laga Zindagi bhar us ne jo kuch bh kia Us ka har ik faisla agha laga Her taraf thi bawafa logon li bheer Aik wo hi bewafa acha laga Wo haya ki her ada main so hijab Paas rah ker bhi fasla acha laga Kiyon mohabbat ho gai us say Kya bataiyan hum ko us main kya kya acha laga
Wo apnay ghar chala gya afsos mat karo itna hi us ka sath tha afsos mat karo insan apnay aap mein majboor hay bohat koi nahi hay bewafa afsos mat karo is baar tum ko aanay mein kuch dair ho gaee thak haar kay wo sogya afsos mat karo dunya mein aur chahnay walay bhi hein bohat jo hona tha so hogya afsos mat karo ye dekho phir se aagaein phoolon pay titliyan ik roz wo bhi aiga afsos mat karo wo tum se aaj door hay kal paas aiga phir se khuda milaiga afsos mat karo.......
My Best Collections of Dard Bhari SMS ~~~~~~~~~~~~ ~~~~
Nadaani mein hum kisse apna samajh beithe jo dikhaaya uss bewafa ne sapna hum haqeeqat samajh beithe dekho aaj chod diya hamein usne ek gair ke liye jisse hum apna humsafar samajh beithe
~~~~~~~~~~~~ ~~~~
Raha jo dil mein dhadkan ban ke bichda mujhse vo bewafa ban ke na ummid rahi jeene ki ab ae dosto milli hamein dava bhi ek sazaa ban ke
~~~~~~~~~~~~ ~~~~
Ab toh gham sehne ki aadat si hogayi hai raat ko chhup chhup rone ki aadat si hogayi hai tu Bewafa hai....khel mere dil se ji bhar ke hamein toh ab chot khaane ki aadat si hogayi hai ... Read more »
batao kia likhain tum ko ke lafzoon ka chunao bhi bara dushwaar hota hai jo tum ko jan likhtay hai wafain khoob rooti hai humain aa ker ye kehti hia ke tum apnay hi katil ko ab ke jaan likhtay hoo? khuda kehtay ho usko kabhi emaan likhtay hoo ye tum acha nahi kertay too phir ye sochtay hai hum tumhain ab soog likhtay hai koi mustaqil sa roog likhtay hai soog komananay mein roog ko bhulanay mein umaar beet jati hai roog deney waloon ko loog bhool jatay hai bhool janay waloon ka soog too nahi hota chalo tumhain batao ab buut likhain tum ko ya ke Khuda likhain ajnabi ya phir aashna likhain apnay nakarda gunahoon k
... Read more »
Ek ajab si paheli hai zindagi, sabke saath hote huye bhi, akeli hai zindagi, kabhi tho ek piyaara sa armaan hai zindagi, to kabhi dard se bharaa tufaan hai zindagi kabhi to gulon se bharaa gulistan hai zindagi, to kabhi kanton se bhaara raasta hai zindagi, kabhi phulon jaisi masoom ho jati hai zindagi, to kubhi gunahon ka bhojh ban jati hai zindagi koi to bataa de mujhe kya hai zindagi ? sunaa hai chand roz ki mehmaan hai zindagi, zindagi ko chhod ek din jaana padegaa, mott ko uss pal galen lagaana paregaa, zindagi se chahe jitnaa piyaar tum kar lo, hoti to aakhir bewafa hai zindagi...
Thodi Zidi He Magar Bewafa Nahi Sub Kuch He Mere Pas Per Dil Ki Dawa Nahi Door Wo Mujse Hai Per Me Khafa Nahi Malum Hai Ab Bhi Chahti Hai Mujhe Wo Thodi Zidi He Magar Bewafa Nahi