suno, tum laut aao na wo dekhu chand nikla hai sitary jagmagaye hain hamari muntazir ankhain duain mangty ankhain tumain hi sochty ankhain tumain hi dhondty ankhain tumain wapis bulaty hain ye dil jub bi dharakta hai tumhara naam leta hai ye ansu jub bi behtay hain tumhary dukh mai behtay hain k barish jub bi hoty hai tumain hi yad kerty hain khushi koi bi ajaye tumahary bin adhuri hai suno, tum laut aao na suno, tum laut aoo na _________________
Bichr Key Mujh Sey Na Zindgii Bhar Udas Rehna Kaha Tha Main Ney Jo Ho Sakey To Tamam Yaadien Samait Layna Kaha Tha Main Ney Phir Aaj Apni Wafa Key Daman Mein Zakhm Ley Kar Udas Kyon Ho Muhabaton Ki Rutton Mein Apna Khyaal Rakhna Kaha Tha Main Ney Wohi Hua Na K Manzilon Ko Ganwa Key Tanha Bhatak Rahey Ho Sambhal Key Chalna Farib Dey Ga Har Aik Rasta Kaha Tha Main Ney Milin Kuch Aisy Bhi Zakhm Ghehray Bichar Key
... Read more »
meri rooh nikalne wali hoge..... Meri saas bikharne wali hoge......... Phr daman zindagi ka chooty ga......... Dhaga saas ka tooty ga....... Phr wapis hum na ayein gy.......... Phr hum se koi na roothy ga......... Phr in akhon mein noor na hoga.......... Ye dil ghum se choor na hoga......... Us pal tum humko thamo gy hum se pyar mango gy.......... Phr hum kuch bhe na bolein gy.......... Akhein bhe na kholein gy......... Us pal tum bhe row do gy.......... Hum ko tum bhe kho do gy.......