Site menu |
|
 |
Section categories |
|
 |
Calendar |
|
 |
Entries archive |
|
 |
Search |
|
 |
Tag Baord |
|
 |
ShaanSE Poll |
|  |
|
Main » 2011 » May » 03
kitane aansoo chupata hai koi,is duniya ko dilhane ke liye
itani himmat knha se lata hai koi,ek pal muskrane ke liye
is chalti hui bheed mein kho jata hai,apani tanhai mitane ke liye
koi na dekhale in aankho ka dard,isi koshish mein nazare churata hai koi
|
hansate rahe tanhayion mein,apne ko tanha samjh na paye
karni thi khud se do batein,rahakar bhi apne sath kar na paye
apane sapno ko samjh baithe zindagi,inaki haqeeqat samjh na paye
|
Dird Woh Jo Muskura Diya Sab se chupa ker dard jo wo muskara dia, Uski hansi ne tu aaj mujh ko rula dia. Lehjay se uth rahi thi har ik dard ki dastan Chehra bata raha tha sub kuch ganwa dia, Awaz mein thehrao tha ankhon mein nami thi Aur keh raha tha k mein ne sab kuch bhula diya, Janay kia usko mukh se thein shikayatein Tanhaiyon k dais mein khud ko basa dia, Khud bhi woh hum say bichar k adhora sa ho gaya Muj ko bhi itnay logoon mein tanha bana dia.....
|
SAB KUCH

Mohabbat mein laakhon zakham khaye humne, afsos unhe hum par aitbar nahi, mat pucho kya gujarti hai dil par, jab vo kehte hai hame tumse pyar nahi..
Hasta huya dekh kar log kehte hain ke hum gam se khali hain, par unhe kya pata ke jo gam ke baag hain, hum us baag ke mali hain..
Kaash surat aapki itni pyari na hoti, Kaash aap se mulaqat hamari na hoti... Sapno me hi dekh lete aapko, To aaj milne ki itni bekrari na hoti....
Tute khawbao ko
...
Read more »
|
~ "WO" Aur "MAIN" ~
WO Mosam Tha BadaL Gaya MAIn sham the DhaL Gae. Wo nazar tha jhuk gaya Main tahreer the Mit gae. WO PArwana tha jal gaya MAin Shama the pighal gae. Wo dard tha Seh gaya Main AshQ the beh gae. WO Chand tha Chup gaya Main Badal the baras gae. WO Jhoonka tha jo cho gaya Main Laaj the Simat gae. Wo Tufan tha Guzar gaya MAin Dia the bujh gae. Wo Khawab tha Bikhar gaya Main Khawhish The So Mar gae.
|
Dil say Tera Kehyal Na Jaye to Kia karoon Tou he Bata Tou Yaad Aye to Kia Karoon Hasrat Ya hai Kay Eik Nazar Dekh Loon MAgar Qismat Wo Din Na Laye tO Kia KAroon HAR EK SAJDA MAQBOOL-E-KHUDA HOJAYEE.. TERI "DUAON" K SUNG RAB KI RAZA HOJAYEE.. MILAY AAJ TUMHAIN WO KHUSHIYAN K... HAZAROO SAAL TAK GHUM TUJHSE KHAFA HOJAYE.. Chiragon se andhere dur ho jaate To chand ki chahat humein na hoti Agar kat sakti ye zindagi akele To humein aapki zarurat nahin hoti Aapko milne ko man kar raha tha, Mann ko samjhaya to dil tadapane laga, Dil ko bahelaya to ankhein ro padi, Unhe chup karaya to saansein bol padi... <
...
Read more »
| |
|
Login Here
|
Welcome to ShaanSE Poetry
|
 |
ShaanSE Facebook |
|
 |
statistics |
Total online: 1 Guests: 1 Users: 0 |
 |
Members Area |
Users who have visited the site today
|
 |
ShaanSE Facebook |
|
 |
ShaanSE Channel |
|
 |
Dedicated To ShaanSE-1
|
|
 |
Dedicated To ShaanSE-2
|
|
 |
Search |
|
 |
|