Site menu |
|
 |
Section categories |
|
 |
Calendar |
|
 |
Entries archive |
|
 |
Search |
|
 |
Tag Baord |
|
 |
ShaanSE Poll |
|  |
|
Main » 2011 » May » 16
Samander Poochta Hai Ab Wo Dono Kiyu Nahi Attey Wohi Donno Jo Bhegi Reet Per Ek Dosarey Ka Haath Thammay Duur Taak Kabhi Hansttey,Kabhi Kuch Gungunattey Ya Kabhi Chup Chap Bhittey Duur Ufaq Ki Goodh May Ropposh Honay Walla Sooraj Dekhttey Ansoo Bhahattey Loat Jattey! Samander Poochta Hai Ab Wo Donno Kiyu Nahi Attey Jo Attey Thay To Apnay Saath Kitnay Khwab Lattey Thay Kabhi Sahi Say Dehairoo Seepiyaa Chunttey Thay Nangay Paoo Pani May Challey Attey Thay Bhegi Reet Say Nannay Gharondhay Bhi Banattey Thay Aur Unmay Seepiya,Rangeen Say Kuch Sangreezay Yu Sajattey Thay Kay Jaisay Aj Kay Jugnoosay Lamhay Anay Walley Kal Ki Moothh
...
Read more »
|
YYYYY Shabnami Raat Ho

Shabnami Raat ho aur her taraf Andhera ho Ek chadar mai lipte Do Badan, ek Tera ho ek Mera ho
Mere Makhmali badan mai, Khushbuon k Chaman mai Sadiyon tak wo Raat chale, Sadiyon door Sawera ho
Tere Hoton ko jab sil doon Mai, apne Hoton k Dhaage se Ek Sannate mai Khamoshi se, Teri Bhaahon ne Mujh ko Ghera ho
Dono Lipte ek Dooje mai, ek Gaanth si lag jaaye Badanon mai Mere Jism mai Ghar mil jaye tujhe, Tere Jism mai Mera Basera ho
Dil kehta hai kuch aisa ho, Tu ban jaye Mai, aur Mai ban jaoon Tu Bister per Tere Mere siwa, sirf Junoon or Khamoshi ka Dera ho
...
Read more »
|
Koun kehta hai woh meray baghair tanha ho ga Woh aik chiragh hai kahein aur jalta hoga Yeh tu hum hain aik saakin si jheel Woh tu bikhra howa aik dariya ho ga Woh tu rehta hai mohabbatoon kay des main Ussay kiya khaber koi uss ko soochta ho ga Woh meray dard say be-khabar nahin tha magar Ussay dukh baantney ka na saleeqa ho ga Itna naadan nahin kay samjh bhi na sakay hum ko Usi ka tazkara meri har ghazal main huwa ho ga Banaya gaya tha humein KHULOOS ki mitti say humein khabar na thi woh badgumaan hoga Main nay ussay chaha tu chahti hi gayie Meri shiddaton say ghabra kar woh chal diya ho ga
|
Main so’un to khawabon main ho tum Main jagoon to mere khyalon main ho tum Main nazar uthaoon to meri ankhon main ho tum Main chaloon to meri manzil ho tum Main likhoon to mera qalam ho tum Main parhoon to meri ghazal ho tum Main gungunaoon to mera geet ho tum Main sunaoon to meri dastaan ho tum Main dhoop main hoon to mera saibaan ho tum Main raat main hoon to meri sahar ho tum Main sochoon to mera khayaal ho tum Main mangoon to meri DUA ho tum
|
~*PHIR AJ KOI GHAZAL*~
"PHIR AAJ KOI GHAZAL TERY NAAM NA HOJAAYE, AAJ KAHEEN LIKHTY LIKHTY SHAAM NA HOJAAYE, KAR RAHY HAIN INTEZAR TERY IZHAR-E-MOHABBAT KA, ISS HEE INTEZAAR MAIN ZINDAGI TAMAAM NA HO JAAYE, NAHI LETY NAAM SAR-E-AAM ISS DAR SE, KAHEEN NAAM TERA BAD NAAM NA HO JAAYE, MAANGTY HAIN DOVVA JAB BHI TOO YAAD AATA HAI, KE JUDAAYEE MERY PIYAR KA ANJAAM NA HO JAAYE, SOCHTY HAIN DARTY HAIN AKSAR TANHAYEE MAIN, US KE DIL MAIN KISSI ORR KA MAQAAM NA HO JAAYE.
| |
|
Login Here
|
Welcome to ShaanSE Poetry
|
 |
ShaanSE Facebook |
|
 |
statistics |
Total online: 1 Guests: 1 Users: 0 |
 |
Members Area |
Users who have visited the site today
|
 |
ShaanSE Facebook |
|
 |
ShaanSE Channel |
|
 |
Dedicated To ShaanSE-1
|
|
 |
Dedicated To ShaanSE-2
|
|
 |
Search |
|
 |
|