Masti ko muhabbat me fanaaa koun karega ..?? yeh farz mere sewa adaa koun karee ga …??? Haathoo ki lakiroun ko zaraa dekh najomi…… yeh dekh mere saath wafa koun karee ga????? ` Dilon mein aarzu ke diye jalte rahenge aakhon se aansu nikalte rahenge aap shamaa bankar dil mein roshani toh karo hum to mom bankar pighalte rahenge ` Apni nazar me meri nigaah phir kyon dhoondhte ho.. Apni tanhai me meri kami kyon mehsoos karte ho.. Apne ahsaason me meri chhuuan kyon talashtey ho.. Apne lafzon se aksar yeh faasley kyon taye karte ho ` Mohabato mein jeene wale kush nasib hai. Mohabato mein marne wale bhi ajeeb hai. Azeem hai hamari dastan JAANEMAN, Faaslo par rehte hai phir hi Dil ke qareeb hai. ` Aankhon me rahne walo ko yaad nahi karte, Dil me rehne walo ki baat nahi karte, Hamari to ruh me bus gaye hain aap, Tabhi to hum milne ki fariyaad nahi karte ` Kuch nasha teri baat ka hai Kuch nasha dhimi barsaat ka hai Hum to kabse nashe me dub jaane ko tayyar hai Intezar to sirf aapki mulakat ka hai ` Kitne pyar unhe karte hai..aaj hamein maloom hua Roz intezaar kyun karte hai..aaj hamein maloom hua Na chaah kar bhi dil kyun dukhaay unka Itna kyun aazmaate hai unko..aaj hamein maloom hua ` Mulakat maut ki mehman ban gayi hai Nazar ki duniya veeran ban gayi hai Meri sans bhi ab meri nahi rahi Ye zindagi aapki mohabbat par kurban ho gayi hai ` teri mohabbat pe sakh kar ke.. humne aapne aapko kamzor sabit kya hai… maf karde hume is kahta pe.. aakhir tere judai hi iska karan hai… ` Duriyon ki na parwa kijiye Dil jabhi pukare bula lijiye Hum zyada dur nahi aapse Bus apni aankho ko palko se mila lijiye!! ` Sapno se dil lagane ki aadat nahi rahi, har waqt muskurane ki aadat nahi rahi, ye soch ke ki koi manaane nahi aayega, ab hume rooth jaane ki aadat nahi rahi…