| Site menu |
|
 |
| Section categories |
|
 |
| Calendar |
|
|
 |
| Entries archive |
|
 |
| Search |
|
|
 |
| Tag Baord |
|
 |
| ShaanSE Poll |
|  |
|
Main » 2012 » April » 04
Sirf tum ho
"Meri soch ki udhan hai jahan talak, Wahan tum hi tum ho, Meri nazar ki had hai jahan talak, Wahan tum hi tum ho, Mera sehra hai jahan talak, Barsaat tum hi tum ho, Meri barsaat hai jahan talak, Ghata tum hi tum ho, Mere khawabon ka mehal hai jahaan talak, Har qadam pe tum hi tum ho, Mere dil ki waadi hai jahan talak, Har chehraa tum hi tum ho, Mere chehre pe muskurahat hai jab talak, Muskurahat tum hi tum ho, Meri aankhon ki shararat hai jab talak, Woh sharart tum hi tum ho, Mere pyaar ka sehar hai jahan talak Us sehar mein tum hi tum ho, Mere pyaar ka jaadoo hai jahan talak, Wahan tum hi tum ho, Meri aarzoein bikhrein hai
...
Read more »
|
Humesha muskura kay aansooun ko chupaya Ghum ko chupanay ka yehi rasta nazar aaya
Kis kis ko batatey behtey ashkon ka sabab Kay derd-e-dil dil main kis nay jagaya
Mehfilon main kahin bhi maza na raha Rakha dil pay pather to khud ko sajaya
Baat bay baat apni aahain daba ker Yaron kay dermiyan kis qadar muskuraya
Na thi chah kabhi mujahy mankashi ki Jaam-e-wafa kisi bay wafa nay pilaya
Kya muqadar say shikwa kertey rahain Jo qismat main tha wo
...
Read more »
|
Suno Jaana ... Suno jaana ager tum hum se pocho ke tumhara mshgala kya hai Tu hum tum ko bataen ge Ke Pehroon sochte hain hum
Suno jaana Ager tum hum se pocho ke hum kiya sochte hain Tu hum tum ko bataen ge ke tum ko sochte hain hum
aur phir jub tumhare chehare per hayia ke rang chaeen ge tu hum yeh jan jaeen ge ke tumhe bhi hum se muhabbat hai
|
Barishon ka mousam hai
Barishon ka mousam hai... Roh ki fizaon main.. Gum zada hawaon main.. Bay-sabab udasi hai.. is ajeeb mousam main Bay-karar raaton ki bay-shumaar batain hain.. un-ginat fasanay hain.. jo bhut
...
Read more »
|
MERE DIN MEIN MERI RAAT MEIN TUM HO MERI CHUP MEIN HAR BAAT MEIN TUM HO MERE DIN MEIN MERI RAAT MEIN TUM HO
MERI UDAAS SHAMO MEIN BASI HAI TERI YAAD MERE EHSAS KE KHUSH KUN LAMHAT MEIN TUM HO
TUM KE SADDIYON KI MUSSAFAT PAR HO LEKIN MEIN DEIKHTI HOO KE MERI ZAAT MEIN TUM HO
TERE KISI BHI RANG E AKS SAY NAHI HOO WAQIF MAGAR LAGE YUN MUHEET SARI HAYAT MEIN TUM HO <
...
Read more »
|
TU MERA NAM NA POOCHA KAR !!!
tu mera name na poocha ker , main teri zaat ka hissa hun ,
main teri soch main shamil hun ,
main teri neend ka qissa hun ,
main teray khuwaab ka hasil hun , main teri yaad ka mehwar hun ,
tu manzar main pass manzar hun , main lamha hun main jazba hun ,
aur jazbe ka koi name nahi hota , basss tu mera name na poocha kar
|
FaNNa SmS
Kya bindas hava chal rahi hai, birdy gaana ga rahe hain, Cow log grass eat rahe hain, CyberfaNNa log SMS kar rahe hain aur dhakkan log SMS padh rahe hain
Gum woh cheez hai … Wah ! Kya
...
Read more »
|
Na who farishta ho na farishtey jaisa ho Mujhey talash hai uski jo merey jaisa ho
Merey khulus ko pehchanta ho bus kafi hai Who koi bhi ho, kahin bhi ho, kesa bhi ho
Meri khatir marney ka hosla bhi rakhta ho Agar kabhi rooth jaoon mein us sey to
Muskra key manayee, woh aisa ho
Jo baat karey to woh nibha bhi sakey
...
Read more »
|
Meri zaat sai lipta hai teri yaad ka mausam Meri rooh mein shamil hai tere pyar ka mausam
Mein yunhi shaam se bethi hoon Teri chahat ke saaye mein Mein yunhi pal pal tujhe sochoon Mohabbat ki barish mein Mein yunhi ankhoon mein tujhe basati rahoon Lamha lamha Chand jaisa badloon mein samaaye Andheri ratoon mein
Meri zaat se lipta hai teri yaad ka mausam Meri rooh mein shamil hai tere pyar ka mausam
Mein yunhi samnay tere bethi tujhe dekhti rahoon Lamha lamha pighalti rahoon teri nigahoon mein Mere hathoon mein yunhi hath rahay tera har dam Tu mujhe yunhi samaitay rakhay dil ki panahoon mein Meri raatain hi nahi subhain bhi tere naam ki hoon Dua yehi mangti hoon dil ki gehraiyoon mein
Meri zaat say lipta hai teri yaad ka mausam Meri rooh mein shamil hai tere pyar ka mausam . Mujhay kesay yakeen aaye Mohabbat tum
...
Read more »
|
|
baant ke khushiya tanha hai dil kyun itna be-bas lamha hai dil
hai shab ki rangat kitni gehri palkon pe andhera utra hai dil
amber barsa fiza bhi nam hai sapno ka gharonda bikhra hai dil
khamosh hawa aur bujhe nazarey kyu tujh mein ye sab simta hai dil
muskan ke jugnu har su bethey phir lab kyun apne tanha hai dil
humne to chaha toot ke usko kyun hamara hi ussne toda hai dil..
|
|
Kuchh din to baso merii aa.Nkho.n me.n phir Khvaab agar ho jaao to kyaa koii rang to do mere chehare ko phir zaKhm agar mahakaao to kyaa ik aaiinaa thaa so TuuT gayaa ab Khud se agar sharmaao to kyaa mai.n tanahaa thaa mai.n tanahaa huu.N tum aao to kyaa na aao to kyaa jab ham hii na mahake phir saahib tum baad-e-sabaa kahalaao to kyaa jab dekhane vaalaa koii nahii.n bujh jaao to kyaa jal jaao to kyaa
|
Dosti Do Dilon ke Milne ka Naam Hai Qudrat ki Taraf Se Yeh eik Anmol inaam Hai Sub Se Nazuk Rishte ka Yeh Bandhan Hai Sachai Hai is Ka Rasta Muhabbet is Ka Maqam Hai ~*~Kia Mujhay Who Dost Mil Sakay Ga Jo Meray Sath Kadam Mila Kay Chal Sakay Ga Jo Meri Muhabaton, Chahaton kay Jawab Main Apnaiyat Say,Dosti Say Mil Sakay Ga Kia Us ki Mitthi Mitthi Baton Say Meray Dil Ka Zakham Bhar Sakay Ga Kia WoH Har Kushi Main har Gham Main Umar Bhar Mera Sath Da Sakay Ga Kia WoH Mujh Say Meri Zath Ki Tnhai Ja Meray Andar hai Door Kar Sakay Ga
...
Read more »
|
ANOKHI MOHABBAT
Mila wo bhi nahi kerte, mila hum bhi nahi kerte Bewafai wo bhi nahi kerte, bewafai hum bhi nahi kerte UnhAin ruswai ka dukh hai, humain tanhai ka dukh hai gila wo bhi nahi kerte, gila hum bhi nahi kerte Gali k kisi morr pe akser takrao ho hi jata hai ruka wo bhi nahi kerte, ruka hum bhi nahi kerte Unhain jab dekhte hain sochte hain kuch kahain un se suna wo bhi nahi kerte, kaha hum bhi nahi kerte Humain wo dekhte hain, unhain hum dekhte hain raha wo bhi nahi kerte, raha hum bhi nahi kerte.
|
TAB YAAD TUMHAIN MAIN KERTI HOON
Yoon be_kal be-kal lamhoon main Jab bojhal bojhal qadmoon sey Sahil ki taraf main jati hoon Tumhain saath main aksar paati hoon Jab aati jati mojoon sey be-rabt si baatain karti hoon Tab yaad tumhain main karti hoon Kabhi aadhi raat ko uth kar jab Be-wajha tehla karti hoon Ya apney kamrey ki khirki sey Chand ko dekha karti hoon Aur uss ki thandi roshni ko Ang ang main samoya karti hoon Tab yaad tumhain main karti hoon Jab zabt k khooni panjoon sey Main apna app bachati hoon Kar kar k yaad wo guzrey pall Main pehron ask bahati hoon Phir ankhoon k totey taroon sey
...
Read more »
|
Yaad
Jab Teri Nigahoon Main Raha Karte The Hum Bhi Chup Chap Phira Karte The
Aankhon Main Piyas Hua Karti Thi Dil Main Toofan Hua Karte The
Log Aate The Gazal Sunne Ko Hum Teri Batain Kia Karte The
Kisi Veerane Main Tujh Se Mil K Dil Main Kai Phool Khilla Karte The
Ghar Ki Deevar Sajane K Lea Hum Tera Naam Likha Karte The
Wo Bhi Kia Din The Thuje Bhula Kar <
...
Read more »
|
jo meri ankhon sey khuwab dekhu tu aik shab bhi na so sako gey
keh laakh chahu na hans sakhu gey hazaar chahu na ro sakhu gey
keh khuwab kiya azaab hein yeh marey dokhon ki kitaab heiy yeh
rafaqatein in mein chohtti hein muhabatein in mein rohttien hein
panuptien hein in mein wehshatein azyatein in mein pohttien hein
unhein k dar sey khizan hein jazbey unhein sey shakhein si tot tien hein
ghamon ki bandish
...
Read more »
|
E Khuda Aaj Ye Faisla Karde, Use Mera ya Mujhe Uska Karde. Bahut Dukh Sahe He Maine, Koi Khusi Ab Toh Muqadar Karde. Bahot Muskil Lagta Hai Usse Duur Rehna, Judai Ke Safar Ko Kum Karde. Jitna Duur Chale Gaye Woh Mujhse, Use Utna Kareeb Karde. Nahi Likha Agar Nasib Me Uska Naam, To Khatam Kar Ye Zindagi aur Mujhe FANAA Karde.

|
~*~ Shayari ~*~
Zaroori toh nahi ke jeene ke liye koi sahara ho zaroori toh nahi ke hum jis ke hai woh bhi hamara ho kuch kashtiyaa dhoob jaaya karti hai zaroori toh nahi ke har kashti ke liye kinara ho
************
Jee lete hain Koi humein agar kahe bura, dua dekar usse honton ko hum see lete hain Dard ho chahe kaisa, zehar yeh chupke se hum pee lete hain
************
ek woh din tha jab tere nazare mere aankhon se mile phir woh din aaya jab mere ankhon se dard ka aansoon bahe aaj woh din hai jab mere toote dil se lahoo hi nikale kab woh din aayega jab mere seene se tere dil nikelenge
************
Ban sahara be-saharo ke liye ban kinara be-kinaro ke liye jo jeeye apne liye toh kya jeeye jee sakke toh jee hazaro ke liye
...
Read more »
|
Chupana Raaz iss DiL K AGer Tum Chorr Do Jana Mujhe Tum Se Muhabbat Hai AGer Tum BoL Do Jana Tu jewan K Safar Main Rasta Asan Ho jay Humaray Pass Bhi jeene Ka Saman Ho jay Wagar Na Hum Tumharay DiL K Darwazy K Bhair Ass Main Bhaithay Rain Gay
...
Read more »
|
TO MY Friends!!!!! !!!
Thank you for being there for me. Thank you for your understand Thank you for being such a wonderful friends Thank you for your encourage words. Thank you for being trustworthy. Thank you for being loyal. Thank you for loving me through thick and thin. Thank you an i wil do my best to keep my mail come Thank you for always supporting me. Thank you for making me feel welcome. Thank you for including me in your life. Thank you for always listening. Thank you for always being th
...
Read more »
|
Buhat Chup Chup Sey Rehtey Hoo
Na Bantey Hoo , Sanwertey Hoo
Na Koi Baat Kartey Hoo
Bharee Mehfil Main Bhi Aksar
Hamesha Khoye Rehtey Hoo
Oudasee Ankh Main Ley Kar
Har Eik Chehrey Ko Taktey Hoo
Koi Jab Yaad Ata Hai
Tu Thandee Aah Bhartey Hoo
Tu Khul Kar Kyun Nahin Kehtey
Kis Sey Pyaar kartey Hoo
Kahan Dil Choor Aye Hoo ?????
|
|
Because Of You
Because of you my world is now whole, Because of you love lives in my soul. Because of you I have laughter in my eyes, Because of you I am no longer afraid of good-byes. You are my pillar my stone of strength, With me through all seasons and great times of length. My love for you is pure boundless through space and time, it grows stronger everyday with the knowledge that you'll always be mine. At the altar I will joyously say 'I do', for I have it all now and it's all because of you.
| |
|
Login Here
|
Welcome to ShaanSE Poetry
|
 |
| ShaanSE Facebook |
|
 |
| statistics |
Total online: 1 Guests: 1 Users: 0 |
 |
| Members Area |
Users who have visited the site today
|
 |
| ShaanSE Facebook |
|
 |
| ShaanSE Channel |
|
 |
Dedicated To ShaanSE-1
|
|
 |
Dedicated To ShaanSE-2
|
|
 |
| Search |
|
 |
|