| Site menu |
|
 |
| Section categories |
|
 |
| Calendar |
|
|
 |
| Entries archive |
|
 |
| Search |
|
|
 |
| Tag Baord |
|
 |
| ShaanSE Poll |
|  |
|
Main » 2012 » April » 11
|
Between Friends
Sometimes in life, You find a special friend;
Someone who changes your life Just by being part of it.
Someone who makes you laugh Until you can't stop;
Someone who makes you believe That there really is good in the world.
Someone who convinces you That there really is an unlocked door Just waiting for you to open it.
This is Forever Friendship.
|

yeh bhi mumkin hai ke tu bhi kabhi farigh waqt mein mujhey yaad kerta ho meray khayaloun mein khoo ker udaas hota ho milnay ke liye bahaney dhondhta ho yaaaaa yeh bhi mumkin hai ke yeh sirf meri soch ho..........
|

Usay main ne likha tha
Usey main nay he likha tha k Lehjay barf ho jaen tu Pigla nahi kerty Parinday darr ke urr jaen Tu phir lota nai kerty Usey main ney he likha tha Yaqeen uth jae tu shayad Kabi wapas nai atta Hawaon ka koi tufan Kabi barish nai lata Usey main he likha tha Ke Sheesha Toot jae tu Kabi phir judd nai pata Jo rasty se bhatak jae Wo wapis murr nai pata Usey kehna Wo adhora khatt Usey main ne he likha tha Usey kehna ke Dewaney Mukamal khat nai likhty!!!!
|
|
Kismat Main Jiske App Hoon Use Zindagi Se Kiya Chahye.. Dharkan Main Jis Ke App Ho Use Duniya Se Kiya Chahye.. Hum To Jeetey Hain App Ke Liye Warna.. Is Sansoo Se Hame Kiya Chahye..
|
Yaadon Sey Rishta Kal Bhi Tha, Yaadon Sey Rishta Aaj Bhi Hai Dil Kal Bhi Apna Dukhta Tha, Dil Afsurdaa Sa Aaj Bhi Hai
Tum Door Huvey Majboori Mein, Hum Toot Gaye Is Doori Mein Kabhi Waqt Miley Tu Lout Aana, Ye Dil Ka Dar Vaa Aaj Bhi Hai
Woh Sahil Woh Mitti Geeli, Mitti Ke Gharondey Sahil Per Sahil Ki Bipherti Mojoon Se, Gharondon Ko Bachana Aaj Bhi Hai
Tum Khush Ruho Abaad Ruho, Dil Apna Tu Barbaad Huva Gham Dil ka Sahara Kal Bhi Tha, Aur Gham Ka Mara Aaj Bhi Hai
Yeh Ashk Nahi Hain Aankhon Mein, Ye Taarey Jhilmil Kartey Hain In Aankhon Mein Jo Kal Tuk Tha, Vohi Chaand Sa Chehra Aaj Bhi Hai
Ab Shikva Kisi Se Kya Karna, Taqdeer Mein Jo Likha Tha Mila Gham Kal Bhi Mera Sarmayaa Tha, Gham Mera Virsa Aaj Bhi Hai
|
|
Rat bher tanha raha din bhrer akaila main hi tha. Shaher ki aabadiyon mein apne jaisa main hi tha. Main hi dariya,main hi toofan,main hi tha her mauj bhi. Main hi khud ko pi gaya sadiyon se pyasa main hi tha. Kis liyy katra ke jata hai musafir dam to le. Aaj sookha pairr hoon kal tera saya main hi tha. Meri dhadkan sunne wala dil na tha dunia ke pas Sab ki aahat, sab ki dadkan sunne wala main hi tha Kitne jazbon ki nirali khushboein theen mere paas. Koi un ko chahne wala nahin tha main hi tha
|
|
Rishton ki kitaab ka cover hai dosti, Dosti se bani hai hamari hasti, Khoon ke rishton ki baat aap karte hain, Hamare liye to zindagi hai aap ki dosti.
|
Wada to nahi karte dosti nibhaynge, Koshish yahi rahegi apko nahi satayenge, Zarurat pade to dilse pukarna, Marte bhi honge to mohlat lekar aayenge
..........................................................
Rishton ki kitaab ka cover hai dosti, Dosti se bani hai hamari hasti, Khoon ke rishton ki baat aap karte hain, Hamare liye to zindagi hai aap ki dosti.
..........................................................
Har rishtonke mukaam nahin hote… Dil ke rishtonke koi naam nahin hote…… Paaya hai Aapko dil ki roshni se………. Aap jaise dost kisike li
...
Read more »
|
|
Ab Kiya Sochay Kya Honna Hai Jo Ho Gha Acha Ho Gha Pehlay Socha Hotta Paghal Ab Ronnay Say Kya Ho Gha ************ ************ Aaj Kissi Nay Dill Torha Tou Hum Ko Ik Damm Yaad Aaya Jiss Ka Dill Main Nay Torha Tha Woh Jannay Kessa Ho Gha ************ ************ Yaar Say Gham Keh Ker Tou Khush Ho Laikin Tum Yeh Kya Janoo. Tum Dill Ka Ronna Rottay Ho Woh Dil Main Hansta Ho Gha ************ ************ Apnay Kuch Pall Mujh Ko Day Doo Baqi Saray Dinn Loghooo Tum Jessa Jessa Kehtay Ho Sab Wessa Wessa Ho Gha ********** ********** "Abhi Pehli Thokhar Say Sanbhlay Naheen Thay Keh Phir Khaee Thokhar Sanbhaltay Sanbhaltay."
|
|
mai na mil sakoon jo tum se meri justujo na karna tumhai meri hi kasam hai meri aarzoo na karna,,
mujhe jis se hai mohabat usai hai ajab ye aadat kabhi moon ko phair lena kabhi guftugoo na karna
ma ne chaha tha kisi ko mera haal kiya hai dekho jo kiya kosoor mai ne wohi tum kabhi na karna
meri ho agar buraaee to na dena tum safaaee mere saath khood ko ruswa kabhi koo ba koo na karna
| |
|
Login Here
|
Welcome to ShaanSE Poetry
|
 |
| ShaanSE Facebook |
|
 |
| statistics |
Total online: 1 Guests: 1 Users: 0 |
 |
| Members Area |
Users who have visited the site today
|
 |
| ShaanSE Facebook |
|
 |
| ShaanSE Channel |
|
 |
Dedicated To ShaanSE-1
|
|
 |
Dedicated To ShaanSE-2
|
|
 |
| Search |
|
 |
|