| 
| Site menu |  |  |  |  |  
 
| Section categories |  |  |  |  |  
 
| Calendar |  |  |  |  |  
 
| Entries archive |  |  |  |  |  
 | Search |  |  |  |  | 
 
 
| Tag Baord |  | 
 |  |  |  
 | ShaanSE Poll |  |  |  |  | 
 
 
 
 | Main » 2010 » October » 24 
 
				
			 | 
| 
		
		        Har din se pyara lagta hai hame ye khaas din, Hum jise bitana nahi chahte aap bin,
 Vaise to dil deta hai sada hi dua apko,
 Phir bhi kehte hai mubarak ho Janmdin apko.
 `
 Khushiyon ka ek sansar leke aayenge,
 Patjhad mein bhi bahaar leke aayenge,
 Jab bhi pukar lenge aap dil se,
 Jindgi se saanse udhar leke aayenge.. 
		
		... 
		
			Read more »
 | 
| 
		
		      Ho puri dil ki har khwahish aapki, Aur mile khushiyon ka jahan aapko,
 Jab agar aap mange aasma ka ek tara,
 To bhagwan dede sara aasma aapko.
 *Happy Birth Day*
 Dua karte hain hum sar jhuka ke,
 Aap apni manzil ko paye.
 Agar aapki rahon me kabhi andhera aaye,
 To roshni ke liye khuda humko jalaye…
 | 
| 
		
		      Har din se pyaara lagta hai hamein yeh khaas din, Jisse bitaana nahin chaahte hum aap bin.
 Vaise toh dil deta hai sadaa hi dua aapko,
 Phir bhi kehte hain mubarak ho aapko yeh janamdin…
 `
 Tumhari is ada pe kya jawab du,
 Apne yaar ko kya tohfa du.
 Koi acha sa phool hota to mangvata mali se,
 Jo khud gulab hai usko kya gulab du.
 Janmdin Mubaraq Ho.
 `
 Yeh din yeh mahina yeh tareekh jab jab aayi,
 Hum ne kitne pyar se janam din ki mehfil sajaayi,
 Har shamaa par naam likh diya dosti ka,
 Iss ki roshni mein chand jaisi teri sur
		
		... 
		
			Read more »
 | 
| 
		
		        Khushi se beete har din Har raat suhani raat ho.
 Jis taraf apke kadam pade
 Vahan phulo ki barsat ho.
 Happy Birthday.
 `
 Sugandhit ho jeevan tumhara
 Taron ki chamak se sammilit ho jeevan tumhara
 Subh din ye aaye aapke jevan mein hazaar baar
 Aur hum aapko "Janmdin Mubarak” kehte rahen har baar.
 `
 Hum aapke janamdin par dete hain yeh dua
 Hum aur tum milkar honge kabhi na juda
 Jivan bhar sath denge apna hai yeh vaada
 Tujh par apni jaan bhi d
		
		... 
		
			Read more »
 | 
| 
		
		          Khuda kaise karoon shukriya iss din ke liye Jis duniye tumhe dharti pe bheja hamare liye
 Naa jaane kyon main intezaar kar raha tha
 Shayad janmdin hai tumhara iss liye
 Meri har ek dua hai teri lambi umr ke liye
 Dil khud jaanta hai tu na ho dhadkega kis ke liye…
 `
 Agar yaad tumko na rahe apna janmadin
 Check karte rahna yunhi apne mobile ka inbox hardin
 Main kabhi na bhulunga apne yaar ka janmdin
 Chahe woh ho mera akhri din
 Aapko jaroor mera yeh msg. milega
		
		... 
		
			Read more »
 | 
| 
		
		    
  .
Kay Teray Janam Din par Khuda Paak!
 Tujhay who sub kuch Ata karay
 Jis ki Tammanna Teray Dil nay Ki,
 Har who Khuahish jo teray labon par
 Machalti ho
 Poori Ho!
 Aur teri yeh Roshan Ankhain Sada Chamkain
 Teri MAsoom muskurahat
 Sada teray labon ka Mehwar ho
 Khushiyun say tera daman Hameesha Bhara rahay
 Aur Khuda Paak!
 Teri Umer Daraz Karain
 Ameen
 | 
| 
		
		        Rishton ki dori kamzor hoti hai, Aankhon ki baatein dil ki chor hoti hai,
 Khuda ne jab bhi pucha dosti ka matlab,
 Hamari ungli aapki aur hoti hai.
 | 
| 
		
		          Tu ne shayad Mere Mehboob ko dekha hi nahi Kyun usey Tuu ne bas ek Phool kaha hai Mere Dost
 Tu ne shayad Mere Mehboob ko dekha hi nahi
 Tu jise itni Haseen cheez samajhta hai wo Phool
 Sookh jaaye to Nigaahon ko bura lagta hai
 Phool ka apna koi rang koi Roop nahi
 Uske Jore mai saja ho to Bhala lagta hai
 Mera Mehboob to har Waqt Naya hai Mere Dost
 Tu ne shayad Mere Mehboob ko dekha hi nahi
 Mere Mehboob ke Jalwon ka nahi koi Jawaab
 Dhoop sa rang hai aur khud hai wo Chha’aoon jesa
 Uski Payal mai Barsaat ka Mausam Chhanke
 Sar pe Resham ka Dupatta hai Ghata’aon jesa
 Wo jahan bhar ke Haseeno se juda hai Mere Dost
 Tu ne s
		
		... 
		
			Read more »
 | 
| 
		
		
  Jaane ye kaun sa mausam hai
 Na sardiyon ki dhoop hai
 Na din yahan par kam hai
 Na thand ka koi bhi roop hai
 Na mitti ki khushbu hai
 Na bheege yauvan mein hulchul
 Na baadalon mein guftagu hai
 Na chai pakodi ka hi koi pal
 Dhoop bhi chilchilaati nahi
 Na chaandni ka koi aalam
 Na jharnon ki aarzoo kahin
 Na ye chhuttiyon ka mausam
 Sarson bhi nahi dikhte hain
 Patang asma me ab tak na naacha hai
 Naye patte bhi kahin na ugte hain
 Na muskaraata koi bhi raasta hai
   Jaane ye kaun sa mausam hai Tum paas hokar bhi itne door ho
 Har baat shuru hone se pehle khatm hai
 Kaam ho na ho, masroof ho…
 | 
| 
		
		
   Dil ki Halat batana nahi aata … Kisi ko aisey Tarpana nahi aata ….
 Sunna chahte hain ek baar Aawaz aap ki …
 Magar baat karne ka Bahana nahi aata !!
 
   Unhein Piyar karna nahi aata …. Aur Hamein Piyar ke siwa kuch nahi aata ….
 Jeene k sirf ye Do hi raste hain ….
 Ek unhe nahi aata ek Hamein nahi aata !!
 | 
| 
		
		          Jo bani ho Mere lye Jis ke lye mai Jee raha hoon
 Jo kahe Hum saath hain Tere
 Jise dekhne k liye Tarap raha hoon
 Ek aisa hi Dildaar chahiye
 Bus Mujhe Mera Pyar Chahiye
 
   Aane se jis ke Phool bhi Sharma jaye Chalne se jis ke Hawa bhi Tham jaye
 Ho har Waqt rahe saath mai Mere
 Chahe saari Duniya Mujh se Rooth jaye
 Aisa hi kisi ka Aitbaar chahiye
 Bus Mujhe Mera Pyar Chahiye
 
   | 
| 
		
		TERE YAAD SE RISHTA KAL BHI THA TERE YAAD SE RISHTA AAJ BHI HAI
 
 DIL APNA DUKHTA KAL BHI THA
 AUR AFSARDA SA AAJ BHI HAI
 
 WO DOSTI KA IHSAAS JO HUM MAIN THA
 WHO IHSAAS AAJ BHI HAI
 
 KBHI WAQT MILAY TO CHALY AANA
 KHULA DIL KA DARVAZA AAJ BHI HAI
 
 | 
| 
		
		    Kabhi Kisi Se Pyaar Mat Karna Ho Jaaye To Inkaar Mat Karna
 Nibha Sako To Chalna Uski Raah Par
 Varna Kisi Ki Zindagi Barbaad Mat Karna…
 | 
| 
		
		      
 
Suchh Kehte Hain Log Ke Succhha Dost Zindagi Ke Shaan Hain
 Main Abtak Dhund Nahi Paaya
 Ke Mera Succhha Dost Kaun Hain
 Meri Nazar Se Dekhoo
 Toh Mera Her Ek Dost Meri Jaan Hain
 Par Unki Sabse Pyarii Cheez
 Apni Apni Jaan Hain
 Isi Khayaal Mein Yaaro
 Mera Dil Pareshaan Hain
 Main Abtak Dhundh Nahi Payaa
 Ke Mera Succhha Dost Kaun Hain….
 | 
| 
		
		      Mohabbat Dosti Ka Naam Hai Agar Tu Chalu Aak Dosray Kay
 Dost Ban Jaay Aaak Dosray Ko Janay
 Aak Dosray Ko Pahchanay
 Aak Dosray Ki Adato Say
 Waqif Ho Jay Chalu Aak Dosray Kay
 Dost Ban Jaay Aak Dosray Ki Manae
 Aak Dosray Ko Manaaay
 Kabhi Rooth Jaay Kabhi Maan Jaay
 Chaloo Aak Dosray Kay Dost Ban Jaay…
 | 
| 
		
		    
 
Zindagi nahin humein doston se pyaari, Doston pe haazir hai jaan hamaari,
 Aankhon mein hamaari aansoon hai toh kya,
 Jaan se bhi pyaari hai muskaan tumhaari !
 |  | 
 | 
| Login Here 
 |  | Welcome to ShaanSE Poetry
 |  |  |  
 
| ShaanSE Facebook |  |  |  |  |  
 
| statistics |  |  
 Total online: 1 Guests: 1 Users: 0 |  |  |  
 
| Members Area |  | Users who have visited the site today 
 
 |  |  |  
 
| ShaanSE Facebook |  |  |  |  |  
 
| ShaanSE Channel |  |  |  |  |  
 
| Dedicated To ShaanSE-1 
 |  | 
 |  |  |  
 
| Dedicated To ShaanSE-2 
 |  | 
 |  |  |  
 
| Search |  |  |  |  |  
 
 |