Buchpan k dukh kitney achey hotey they.. Tub to sirf khiloney tuta kartey they.. Wo khushiyan b jaaney kesi khushiyaan thi.. Titli k per noch k uchla kartey they.. Paayo maar k khud baarish k paani me.. Apni naayo aap doboya kartey they.. Chotey they to makro faraib b chotey they.. Daana daal k chiriya pakra kartey they.. Apney jall jaaney ka b ahsaas na tha.. Jultey sholo ko chaira kartey they.. Ab to ik aansoo b ruswa karta hay.. Bachpan me to jii bhar k roya kartey they..
US SAY BICHRA HOON JO MILA BHI NAHI IS BICHARNEY KA KUCH GILA BHI NAHI WO SAMJHTA HAI UN KAHI BATEY IS LIYE MAI NEY KUCH KAHA BHI NAHII US KA MILNA BHI KESA MILNA HAI K WO MILA HAI AUR MILA BHI NAHI KASI MUSHKIL MAI HOON KHUDA JANEY >KEHNAY SONNEY KO KUCH RAHA BHI NAHI
Dhoti ne kaha pajaame se ham dono bane hai dhaage se, Fark hai to sirf itna hai kee Main khulta hu peeche se aur Tum khulate ho aage se. ***************************** Kehte to tum theek magar ab raha nahi jata, Ye dard dooriyo ka ab saha nahi jata. ***************************** Mit gayi jab hasrato ki duniya, Tab kahi jaakar unhe mera khyaal aaya, Lut raha tha mera ghar jab uske saamne, Tab bhi unhe jara bhi malaal na aaya. ***************************** Tere bagair jindagi achi
... Read more »
na rona tum, mere janaaze ko jaate dekh kar na dena tum sahara kaandhe ka, mujhe jaate dekh kar… darta hoon uth na jaaoon main, gaheri neend se mar na paaoonga chain se, tere kaandhe ka sahara dekh kar…
aaye hain aaj wo mujhe apne kaandhon ka sahara dene jeete jee maar diya, aaye hain ab wahi sahara dene…..
doobta dekh kar bhanvar mein, kar na paaye wo kuch mujhe aaye hain kashti lekar, ahe de wafa ab dhoondne mujhe…
tum gairon ki baat karte ho, humne apne aajmaaye hain log kaan
... Read more »
Khuda kaise karoon shukriya iss din ke liye Jis duniye tumhe dharti pe bheja hamare liye Naa jaane kyon main intezaar kar raha tha Shayad janmdin hai tumhara iss liye Meri har ek dua hai teri lambi umr ke liye Dil khud jaanta hai tu na ho dhadkega kis k liye…
Aa teri Umar mein likh du chand sitaaro se Tera janam din mein manau phoalo se bahaaro se har ek khubsurti duniya se mein le aau Sajaau yeh mehfil mein har haseen nazaaro se… ` Tohfa-e-dil de du ya de du chand taare Janam din pe tujhe kya du yeh puche mujh se saare Zindagi tere naam kar du bhi toh kam hai Daaman mein bhar du har pal khushi ka mein tumhare… ` Phoolon ki sugandh se sugandhit ho jeevan tumhara Taron ki chamak se sammilit ho jeevan tumhara ... Read more »