Chale aao kahi shaam ye dhal na jaye Mulakat ki ye ghadi tal na jaye
Nazro ko jata de machalna na yu bhi Kahi bhool se raaz ye khul na jaye
Kisi se na karna kabi baat meri Zamana ye zalim kahi jal na jaye
Me tumhe chahti hu kitna ..kisse kya pata Kisii ko magar pyar ye khal na jaye
Mile saath tera yahi aarzoo hai Magar Zindagi ye yu hi dhal na jaye
Agar chahte ho to dil main basalo mujhe Pata ye kisii ko magar chal na jaye
Ye sach hai main tumhari hu par Kahi ishq ki aag main jal na jaye..
|