jaata hoon tere dar se mujhko tum bhula dena ho sake to aisa bhi karna bahut dinon tak ilzaam na dena thoda pyaar bhi yaad rakhna thodi muskaane bhi aye mere haseen dost mujhko sirf ilzaam na dena teri yaad pal pal sataayegi phir zindagi is patte ko udaa le jaayegi jaata hoon tere dar se mujhko tum bhula dena kaash kuch din aur hote kismat mein kaash main adna insaan na hota jaata hoon tere dar se mujhko tum bhula dena tera dard ab na baat paoonga teri kismat phir kahan sanwaar paoonga jaata hoon tere dar se mujhko tum bhula dena ho sake to kabhi mujhe maaf kar dena ho sake to mere liye apne aansoo khud ponch lena jaata hoon tere dar se mujhko tum bhula dena
thoda pyaar bhi yaad rakhna thodi muskaane bhi aye mere haseen dost mujhko sirf ilzaam na dena
teri yaad pal pal sataayegi phir zindagi is patte ko udaa le jaayegi jaata hoon tere dar se mujhko tum bhula dena
kaash kuch din aur hote kismat mein kaash main adna insaan na hota jaata hoon tere dar se mujhko tum bhula dena
tera dard ab na baat paoonga teri kismat phir kahan sanwaar paoonga jaata hoon tere dar se mujhko tum bhula dena
ho sake to kabhi mujhe maaf kar dena ho sake to mere liye apne aansoo khud ponch lena jaata hoon tere dar se mujhko tum bhula dena