Yeh pal Yeh lamha ek Ansu bankar palko mein machal gaya.. Thamna jo chaha meine jhat galo par fisal gaya.. Bahoot man karta mera mujhe bhi koi gale se lagaye to.. Do pyare mithe bolo se mujhpar pyar jataye to.. Unki yaad ne yu chua mujhko Naam unka aah bankar hotose nikal gaya.. Hum unke samne muskuraye to Unhe hamare khus hone ka guman ho gaya Hamare andar ke dard is Unka mann anjaa ho gaya.. Chalo aisa hi sahi..yeh bhi kya kam hai Hamari muskurat par wo muskuraye to.. hamare palko par chipe aasu ---jo unhe na dikh paye to.. Bita waqt thama tha hamne Wo ret sa muthi se fisal gaya.. Aaj tak hum unhe kya depaye they...... Chaliye aisa hi sahi.... hamara dard...unke hoto par... Muskurat de gaya..