| Site menu |
|
 |
| Section categories |
|
 |
| Calendar |
|
|
 |
| Entries archive |
|
 |
| Search |
|
|
 |
| Tag Baord |
|
 |
| ShaanSE Poll |
|  |
|
Main » 2012 » May » 28
|
Apko bina dekhe apke dil ka hal bata denge,
Bina sune apke dil ki baat bata denge,
Mere pyaar ka imtihan mat lena,
Warna bina nazare milaye hi,
Apki ankho se asu nikal denge.
|
|
Bada Kathin Hai Raasta Jo Aa sako To Sath Do Ye Zindagi Ka Fasla Mita Sako To Sath Do Bade Fareb Khaoo Ge Bade Sitam Uthao Ge Ye Umar Bhar Ka Sath Hai.. Nibha Sakoo To Sath Do Jo Tum Kaho To Kya.. Main Jaan Bhi Fida Karu Jo Main Kahu To Ek Nazar.. Loota Sako To Sath Do Hazar Imtihan Or Hazar Aazmaishe Hazar Dukh,hazar Gum Utha Sako To Sath Do Ye Zindagi Yaha Kushi Gumoon K Sath Sath Hai Rula Sako To Sath Do Hansa Sako To Sath Do
|
|
Tere intezaar mein hui subah se shaam,
Teri chahat mein hua ye dil belagaam,
Tujhe paane ki aarzoo meri jald ho poori,
Ki hothon pe aata hai sirf tera hi naam.
|
|
Mehfil na hoti nazaare na hote,
Yu chand ke pehlu mein sitare na hote,
Hum is liye karte hai perwah aapki,
Kyonki dil ka kareeb saare nahi hote.
|
|
Na kashti na kinara hai koi,
Na manjil na jeene ka sahara hai koi,
Na aansu na khushi ka ishara hai koi,
Par aap hai to lagta hai ki hamara hai koi.
|
|
wo nahin milta mujhe iss ka gila apni jagah uss ke mere darmiyan ka fasla apni jagah
dil, ke mausam kay nikharne ke liye bechain hai jam gaee hai un ke honton ki ghata apni jagah
zindagi ke iss safar main sainkarron chehre milay dil-kashi un ki alag paikar tera apni jagah
tujh se mil kar aane walay kal se nafrat mol lee ab kabhi tujh se na bichroon ye dua apni jagah
kar kabhi tu mere dil ki Khwahishon ka ehtaraam Khwahishon ki bheer aur un ki sazaa apni jagah
ek musalsal daurr main hain manzilen aur fasle paaon to apani jagah hain rasta apni jagah ..
|
|
Akela dekh k tum ko humain ehsas hota hay kabhi hum bhi akelay thay ager cha sher main dil k liye lakhoon jhmelay thay hazaroon rang melay thay mager itny bhut si runaqoon main hum akelay thay phir aik din hum nay en tanhayoon say dosty ker li akelay reh k jeenay ka qareena agaya hum, ko kaoi bhi rut ho ankh apni nam nahi rakhtay ab tu yeh alam hay k tanhai ka bhi gham nahi rakhtay mager nazer ata hay koi tanha tu yeh ehsas hota hay kabhi hum bhi akelay thay akela dekh k tum ko humain ehsas hota hay kabhi hum bhi akelay thay
|
|
apne kareeb aane ki ijazat ab kisi ko nahi dein ge ham se dil lagane ki ijazat ab kisi ko nahi dein ge na torne dein ge na khelne dein ge is dil ko jalane ki ijazat ab kisi ko nahi dein ge tarap`pe hain bohat taras`se hain bohat ab bas! aur satane ki ijazat ab kisi ko nahi dein ge
|
|
Hamain tum se ha pyaar kitnaa Hum nahin jantay... Magar
Jee nahin saktay Tumharay binaa.......
sirf itna hi kahoon ga ......:)
|
|
Tumhari yaadon ko seene se laga rakha hai Andhere dil mein ek chiraag jala rakha hai
Jeene ki umeed jagi hai tumse mil kar Hamne sehra ko shabnam se saja rakha hai
Tumhare intezaar mein khuli hai kab se aankhein Hamne raahon par palkon ko bicha rakha hai
Har lamha unki yaad mein tadpata hai dil Dard e-dil ka hamne naam dawa rakha hai
Unko bhi nahin maloom kitna chahte hai ham unhe Pyar mein unke hamne khud ko bhula rakha hai
Zindagi hai jab tak sirf unhe hi chahenge Dil mein hamne yeh raaz chuupa rakha hai
|
|
Humhara Saath yahi tak tha Rok lo Qadam Jee bhar ke dekhlo Hamara tumhara saath bas yahin tak tha Manzil mile na mile ab hamari Kismat Ke Zindagi ke saath Safar bas yahin tak tha Tum chal nahi sakte is se aage ek qadam Ruk jao ke Phoolon ka Chaman yahin tak tha Aage arahe hain gham mujh se milne gale Ke apni khushiyon ka thikana bas yahin tak tha Uttho aur naye Hamraahi talash karo Ke yeh khowaab Suhana bas yahin tak tha .....
|
Kash May Teray Gher Ka Haseen Chowa Hota Kabhi Kabhi Teray Kamray May Ghoma Karta
Tu Mujay Dheak Kar Phalay Chekha Karti Gher Waloon Say Motay Motay Danday Magwaya Karti
Phir Mujay Charon Taraf Say Ghera Karti Apnay Nazuk Hatoon Say Mera Nishana Banaya karti
May Har Taraf Say Bhagnay Ki Kosich Karta Kabhi Bister Kabhi Almari Kay Nichay Chopa Karta
Bari Mushkil Say Teray War Say Bacha Karta Lagta Danda Tu May Pyaar Say Cho Cho Karta
Tujay Muj Per Zara Raham Na Ata Our May Bechara Kahen Bhag Na Pata
Bari Mushkil Say Sorag Mujay Ek Nazer Ata Per May Bhagnay Ki Kosich Karna Pata
Bas Kise Tarhan Teray Jal Say Bach Jahon Yahe Dua Har Pal May Khuda Say Kar Pata
|
|
Hum dua karte hain Khuda se, ki wo aap jaisa dost aur na banaye, Ek Cartoon jaisi cheez hai humare paas, kahin wo bhi common na ho jaye!
| |
|
Login Here
|
Welcome to ShaanSE Poetry
|
 |
| ShaanSE Facebook |
|
 |
| statistics |
Total online: 1 Guests: 1 Users: 0 |
 |
| Members Area |
Users who have visited the site today
|
 |
| ShaanSE Facebook |
|
 |
| ShaanSE Channel |
|
 |
Dedicated To ShaanSE-1
|
|
 |
Dedicated To ShaanSE-2
|
|
 |
| Search |
|
 |
|