shab bhar nahi sotay hain teri yaad main aksar be taab se rehte hain teri yaad main aksar be dard zamaane ka bhana bnaa ker hum toot k rotay hain teri yaad main aksar
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
uss se judaa to ho gyaa per yoon lagga mujhe jaise jahan main koi apna nahi raha woh bewfaa nahi magar itna zaroor hai pehle woh jis tarah tha waisa nahi raha
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
kitana ajeeb apni zindgi ka safer nikla sare jahan ka dard apna muqadar nikla ker diya naam jis k zindgi ka her lamha afsoas woh apni chahat se be khaber nikla
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
sapne ki tarah tujhe sajaa k rakhoon chandni raat ki nazroon se chupaa k rakhoon meri taqdeer mere saath nahi warna zindagi bhar main tu
... Read more »
chalo tum kah rahay ho to main wapis loat jata hoon tumain manzil mubarak ho naya saathi mubarak ho magar mujhe itna to batla do k wapis kiss taraf jaon kahan se saath laay thay mujhe itna to samjha do agar aisa nahi mumkin to mujhko iss tarah torro k main yaksar bikher jaon bhataknay se to behter hai tumharay pass mer jaon
Waqt aik yaad se wabasta hai yaad aik khuwaab se wabasta hai khuwab aik naam se wabasta hai naam aik jaan se wabasta hai jaan aik pyaar se wabasta hai...
Tum jo meri baat sunno ik qissa tumain sunaata hun yeh qissa nahi zamane ka yeh qissa hai perwaane ka jo pal pal jeeta merta tha jo pyaar boht he kerta tha her baat ussay maloom to thi ek baat magar woh bhula baitha shamma ko haasil kerne main khud apna aap jala baitha yun ishq ki had say guzerne main perwanay k jal merne main ab jaagti hai naa soti hai shamma ab her pal roti hai.
loag her moar pe ruk ruk k sanmbhalte kyun hain itna derte hain to ghar se nikalte kyun hain main nah to koi jugnu hun nah diya nah koi chaand phir roshni wale mere naam se jelte kyun hain jab neend se mera koi tauluk he nahi bersun se khuwab aa k meri aankhun pe tahelte kyun hai iss main moasam ka kasoor hai ya loagun ka loag moasam ki tarah pal bhar main badalte kyun hain
band ankho me tera chehra bhi hai aur zehen me teri yad mere har pal me tri maujudgi bhi hai aur har pal me tera sath par na jane kyu sab adhura sa lagta hai bin tere kuch acha bhi nhi lagta sath tere sab kuch khushnuma ek pal bhi nahi gujarta aur sath tere har pal tumhe in ankho me churane ko dil karta hai chehre ko mayusi chhu gyi hai aur in ankho ko aansu raaton ki nind chali gyi hai har pal ki muskan tumhe dil me basane ko ji chahta hai juban par ruke lafz bhi ha
... Read more »
Rehnewalon Se Nahi, Jaanewalon Se Pucho Ki Zindgi Kya Cheez Hoti Hai. Panewalon Se Nahi, Khonewalon se Pucho Ki Izzat Kya Cheez Hoti hai. Amiron Ko Kya Dekthe Ho, Zara Garibon Se Pucho Ki Daulat Kya Cheez Hoti Ha
... Read more »
Roye Hai Buhat Tab Zara Karaar Mila Hai Is Jahan Mein kise Bhala Sacha Pyaar Mila He Guzar rahi hai zindagi Imtehan ke daur se Ek khatam Hua Toh Dusra Tayar Mila Hai Mere Damaan ko khushiyo ka nahi Malaal Gham ka khazana jo isko beshumar mila hai Woh kamnasib hai jinhe mehboob mil gaya Mein khushnasib hun mujhe Intezar mila hai
Aaj Aasman Ke Taaro Ne Muje Puch Liya… Kya Tumhe Ab Bhi Intejar He Uske Laut Aane Ka… Mene Muskurakar Kar Kaha… Tum Laut Aane Ki Bat Karte Ho… Muje To Ab Bhi Yakin Nahi Uske Jaane Ka………….
Na Tang Karo, Hum Sataye Hue He, Mohabbat Ka Gum Dil Pe Uthaye Hue He, Khilona Samaz Kar Humse Na Khelo, Hum B Usi Khuda K Banaye Hue He