yeh ghazal us dil ki awaz hai jise kabhi khushi meysar na huwi . ek dard ka izhar hai yeh Ghazal,umeed hai aap ko pasand ayengi aur aap hosla afzai karange. Ashqok ka ankhon main basera hai dil main chha gaya phir ek andhera hai mushkil se militi hai khushi magar har khushi pe gham ka pehra hai Asmano ko chuna jab bhi chaha Parwaz par laga zamane ka pehra hai nind aankhon main nahin,bechaniya hai jagii raaton ko sitaron ka sahara hai baharon ko dekhe bhi to kaise har taraf to barbadiyon ka nazaraa hai gham ke fasane kahe kiss se izhaar e dard ko shayari ka asra hai Ashqok ka ankhon main basera hai dil main chha gaya phir ek andhera hai
Zaroori toh nahi ke jeene ke liye koi sahara ho zaroori toh nahi ke hum jis ke hai woh bhi hamara ho kuch kashtiyaa dhoob jaaya karti hai zaroori toh nahi ke har kashti ke liye kinara ho
************ Jee lete hain Koi humein agar kahe bura, dua dekar usse honton ko hum see lete hain Dard ho chahe kaisa, zehar yeh chupke se hum pee lete hain
************ ek woh din tha jab tere nazare mere aankhon se mile phir woh din aaya jab mere ankhon se dard ka aansoon bahe aaj woh din hai jab mere toote dil se lahoo hi nikale kab woh din aayega jab mere seene se tere dil nikelenge
************ Ban sahara be-saharo ke liye ban kinara be-kinaro ke liye jo jeeye apne liye to
... Read more »
Majbooriyon ke sath jiye ja rahe hain Zindagi ko tanhai ka naam diye ja rahe hain Ronak e mehfil kaha mere dil ka naseeb raha Mili jo mehfil to jaam e gham piye ja rahe hain Wo dhundh rahe hain humen duniyan main dar ba dar Mile kaise yahan chehre pe chehre liye ja rahe hain Juda hokar bhi zinda kaise reh gaye hum ,pata nahin Chehre pe hansi liye zhakhamon ko siye ja rahe hain Mil kar juda hona yehi dastoor raha muhabbat ka phir bhi wo 'aap 'se mohabbat kiye ja rahe hain ..