"Dua ki soorat main uski khatir, Jo mere honton se lafz nikle, Jo meri ankhon se ashk nikle, unhi k badle mein Ae KHUDAYA, jab bhi uska naseeb likhna "UROOJ likhna, Kamal likhna, kabhe na lafz-e- zawal likhna"
Merey sabar ka na ley Imtehaan Meri khaamoshi ko sada na dey Jo terey baghair na jee sakey Usey jeeney ki to duaa na dey
Tu azeez Dil-o-nazar sey hai Tu qareeb Rag-o-jaan sey hai Merey Jissm-o-jaan ka yeh faisla Kaheen waqat aur barha na dey
Tujhe bool ke bhi na bulaa sakoon Tujhe chah ke bhi na pa sakoon Meri hasraton ko shumaar kar Meri chahaton ka silaa na dey Wo tarap jo shula-e-jaan mein thi Merey tan badan sey lypat gaye Jo bujha sakey to buja isey Na bujha sakey to hawa na dey
Tujhe agar milein kabhi fursatein Meri shaam phir sey sanwaar dey Agar qatal karna hai to qatal kar Yoon judayioon ki saza na
... Read more »
abhi to sirf... UmeedeN hi reh gaee hain Kyoun k shayd dua’een... Apna asar kho bethi hain !! Dua'oon ki qabooliyat se... Mera yaqeen dagmagata ja raha hay !! Suna tha... Dua to qismat badal deti hay Kia tuu meri qismat ma nahiN, Ya... Kia meri dua ab tak na mukamil hay??
Mery Duaen Pacheeda Boht Hain Sham Ka Waqt Hai Duaon Ki Manzori Ka Waqt Hai Main Kaise Duaon Ko Yaad Karon Meri Duaen Pacheeda Boht Hain Mere Dil Main Boht Be Aser Duaen Hain Boht Si Duaon Ki Bajaye Mere Dil Main Ek Hi Dua Hoti To Acha Hota.
Hum Aapke Janamdin Par Dete Hain Yeh Dua Hum Aur Tum Milkar, Honge Kabhi Na Juda Jivan Bhar Sath Denge Apna He Ye Vaada Tuj Par Apni Jaan Bhi Denge, Apna He Ye Irada