Mujhe Maut De K Hayat De Mere Be Hunar Marsat De Meri Pyaas Sadyon Ki Pyas Hai Mere Karbala Ko Faraat De Mere Ratjagon K Hisaab Main Koi Aik Neend Ki Raat De
Bhujty Hue Diye Ki Dua Kaam Kar Gae Ik Shaab Ki Gode Kitny Sitarun Sy Bhar Gae Maa Ko Talashe Rizq Ny Rasta Bhula Diya Bachi Thithar K Raat K Saae Main Maar Gae Khud Baar-E- Khastagi Sy Gire Chhat Makaan Ki Tuhmaat Magar Bhataktti Hawaoon K Saar Gaye
Saal-e-Nou Ki Duaa Hai Tmnaa K Saal-E- Nou Tujh Ko Har Musarat Se Hum Kinaar Karey Khil Uthein Phool Tere Aangan Mein Tuu Agr Khuwahish-E-Bahaar Karey Mustkurahat Laboun Pe Ho Raqsaa_N Sara Aalm Tujh Hi Sey Piyar Karey Tujh Se Har Ranj Door Hojaye Har Khushi Tujh Pe Jaan Nisaar Karey Tere Aanagn Mein Qaafley Utrein Jhilmilatey Hoye Sitaroun Key Ho Key Bey Ikhteyaar Uth Jayein Teri [...]
Har Yado Mai Usi Ki Yad Rehti Hai Meri Ankho Ko Usi Ki Talash Rehti Hai Kuch Tum Be Dua Karo Yaro Dosto Ki Dua Mai Farishto
... Read more »
Khwab Sach Ho Tu Tabir Bhi Mil Jati Hai Yad Bhi Aksar Ik Tasvir Mai Badal Jati Hai Kuch Maango Agr Tu Maango Sachey Dil Se Ek Dua Se Aksar Takdeer Badal Jati Hai
Ae Khuda Aaj Ye Faisla Karde Use Mera Ya Mujhe Uska Karde Bahut Dukh Sahe He Maine Koi Khusi Ab Toh Muqadar Karde Bahot Muskil Lagta Hai Usse Duur Rehna Judai Ke
... Read more »
” Dua Ki soorat Mein Uss Ki Khaatir ” ” Jo meray honton se lafz nikaly ” ” Jo mari Aankhon se ashk niklay ” …” Unhi k badley Mein ae KHUDAYA ” Jab bhi us ka naseeb likhna ” UROOJ likhna ” ” KAMAL likhna ” ” Kabhi na harf-e-ZAWAL likhna ” ” Khusian likhna ” ” or us ki umr-e-draaz likhna…………