Site menu
Section categories
Calendar
Entries archive
Search
Tag Baord
ShaanSE Poll
Main » 2011 » February » 21
Ishq hota nahin, sabhi ke liye Ye bana hai Kissi kissi ke liye Pyaar ke afsaane, yaar tu kya jaane Ishq toh karte hain diwaane hai zaroori, hai zaroori Zindagi ke liye ishq hota nahin sabhi ke liye Ishq aisa nagma hai, ishq aisa jazba hai Jab bhi andhera badta hai jalta hai dil,Roshni ke liye ishq hota nahin sabhi ke liye Ishq hota nahin, sabhi ke liye Ye bana hai,Kissi kissi ke liye ishq hota nahin sabhi ke liye VIDEO
VIDEO adi nazuk hai ye manzil
Mohobbat ka safar hai
Dhadak aahista se, e dil
Dhadak aahista se, e-e-e dil
Mohobbat ka safar hai
Badi nazuk hai ye manzil
Mohobbat ka safar hai
Koi sun le na ye kissa
Bahut dar lagta hai
Koi sun le-e-e na ye kissa
Bhahut dar lagta hai
Magar dar bhi, is kya hasil
Magar dar bhi, is kya-a hasil
Mohobbat ka safar hai
Badi nazuk hai ye manzil
Mohobbat ka safar hai
Batana bhi nahi aasaan
Chhupa na bhi kathin hai
Batana bhi nahi aasaan
Chhupa na bhi kathin hai
Khudaya kis kadar muskil
Khudaya kis kadar muskil
Mohobbat ka safar hai
Badi nazuk hai ye manzil
Mohobbat ka safar hai
Ujale dil ke fele
...
Read more »
VIDEO
Tum Hamare Nahi To Kya Gham Hai
Hum Tumhare To Hai Yeh Kya Kam Hai
Muskura Do Zara Khuda Ke Liye
Sham-e-mhafil Mein Roshni Kam Haai
Tum Hamare Nahi To Kya Gham Hai
Hum Tumhare To Hai Yeh Kya Kam Hai
Ban Gaya Hai Yeh Zindagi Aab To
Tuz Se Badkar Hume Tera Gam Hai
Tum Hamare Nahi To Kya Gham Hai
Hum Tumhare To Hai Yeh Kya Kam Hai
Kal Halki Si Barsaat Mein Ho Gayi Mulaakat Unse, Nazron Ki Shabnam Ne Jaise Kar Li Ho Har Baat Unse, Unki Aankhon Mein Thi Aisi Kashish Ke Kya Kahein, Mere Jism Ke Rom Rom Ne Kar Li Mohabbat Unse, Masoom Hai Kuch Is Qadar Unki Chhuwan Ka Ehsaas, Aakhir Ek Mod Par Kar Li Meri Haya Ne Hararat Unse, Palkon Ke Parde Mein Karwat Leti Thi Kuch Paak Khataye, Meri Muskurahat Ne Kar Hi Li Ho Jaise Shararat Unse, Gaane Lagi Unki Khamoshi Kuch Aise Haseen Nagme, Sambhle Na Jaate The Shayad Apne Khayalaat Unse, Mera Aanchal Bhi Karne Laga Kyon Bewafayi Mujhse, Chhuda Ke Mere Haathon Ki Zameen Gaya Lipat Unse, Boondon Mein Baras Raha Ho Jaise Aasmaan Se Pyar Beshumar, Kuch Khamosh Se Sawalon Ke Mil Gaye Ho Jaw
...
Read more »
Tere Ehsaason Mein HaMein Har ek Pal Muskurana Achha Laga, Phir Unhi Muskurahaton Se Palkein Bhigona Achha Laga, Ek Tera Mujhe Apni Aagosh Mein SaMetna Mujhe Mera Har Khwaab Sacha Laga, Hakikat Se Wakif The HuM Phir Bhi NaMuMkin se Khwaab Bunna Achha Laga... Meri Aankhon ko Palak Jhapkaye Bina Tera Dekhna Mujhe Achha Laga, Meri Zulfon ko Suljhate Suljhate Tera In Mein Ulajhna Achha Laga... Kehne Ko Hai Akele Hai HuM Tanha Is Zindagi Ke Safar Mein, Tere Qadmon Ka Saath Mere Soone Raaston Ko Achha Laga... Mohabbat Ke Ehsaas Se To Ho Gaye The HuM Naaraz Kab ke, Phir Bhi Na Jane Kyon Tujhe Chahna HaMein Achha Laga
...
Read more »
mujko tumse jo pyaar ho gaya ek muljim aur taiyaar ho gaya itni sakht nazar se dekha hai tune aaj ke aaine se mera chehra paar ho gaya gujar chale jo tere dil se do pal ham hamareliye to duniya ka asfaar ho gaya khwabon me tere gar aa sakun to bas wahi mere liye ikraar ho gaya unhone dabbe lab zaalim keh diya tera to iftikhaar ho gaya
Login Here
Welcome to ShaanSE Poetry
ShaanSE Facebook
statistics
Total online: 41
Guests: 41
Users: 0
Members Area
Users who have visited the site today
ShaanSE Facebook
ShaanSE Channel
Dedicated To ShaanSE-1
Dedicated To ShaanSE-2
Search