Main » 2011 » February » 22 » ” Dua Ki soorat Mein Uss Ki Khaatir ” && Dua kerty hain && Main teri jannat ka kharidaar nahi
12:46 PM
” Dua Ki soorat Mein Uss Ki Khaatir ” && Dua kerty hain && Main teri jannat ka kharidaar nahi
” Dua Ki soorat Mein Uss Ki Khaatir ” ” Jo meray honton se lafz nikaly ” ” Jo mari Aankhon se ashk niklay ” …” Unhi k badley Mein ae KHUDAYA ” Jab bhi us ka naseeb likhna ” UROOJ likhna ” ” KAMAL likhna ” ” Kabhi na harf-e-ZAWAL likhna ” ” Khusian likhna ” ” or us ki umr-e-draaz likhna…………
Dor ho k bhi apke pass raha kerty hain teri yadon k sahary jia kerty kain tujh se koi shikayat na gila kerty hain tu salamat rahy bas yehi dua kerty hain
Shikwa-e-ashq nahi Jurat-e-guftar nahin mary hathon main jabar ki talwar nahin Ibn-e-Adam hun insan se Mohabat ki hai Aag ka chand ka Pathar ka paristar nahin ae khuda mujh ko meri Ibadat k badly Mohabat de de Main teri kisi b jannat ka kharidar nahin jis ne insan se mohabat hi na ki ho wo dar haqiqat khuda ka b talabgaar nahin