Aaj Barsoon K Bad Dekhaa Hai Ab Bhi Aankhon Ka Rang Gehra Hai Aur Chehre Ki Sanwali Si Lakeer Dil Main Kitne Diye Jalaati Hai Teri Qaamat K Saye Ki Khushboo Guftugoo Main Bahaar Kaa Mosum Be Sabab Aitbar Ka Mousum Kion Mujhe Sare Dhang Yad Rahe Kitni Heraan Ho Gai Khud Per Main Tujhe Aaaj Tuk Nahin Bhooli Pichle Mosum Ki Yaad Baqi Hai
Yeh Aankhen Bohat Satati Hain Yaadon Ke Khuwaab Dikhati Hain Mujhe Saari Raat Jagati Hain Kab Dil Ke Raaz Chhupati Hain Palkon Ke Dareeche Kholti Hain Kuch Apni Zaban Main Bolti Hain Bas Apni Baat Manwati Hain YEH AANKHEN BOHAT SATATI HAIN Ek Aan Main Faisla Karti Hain Yeh Kab Ruswayi Se Darrti Hain Yeh Ghungroo Baandh Nachati Hain Her Waqt Yeh Jaagti Rehti Hain Ek Khoj Main Bhaagti Rehti Hain Thak Haar Ke Wapis Aati Hain YEH AANKHEN BOHAT SATATI HAIN Chupke Se Kahin Lad Jaati Hai Phir Khuwabon Se Bhar Jaati Hai Jab Toote Shor Machati Hai Yeh Royen To Dil Bhi Rota Hai Kab In Se Judda Yeh Hota Hai Yeh Dil Ko Rog Lagati Hai Kyu Pyaar Kiya Pachtati Hai Yeh Aankhen Bohat Satati Hain
Suna Hai K Barish Usey Bhi Pasand Hai Woh Bhi Meri Terhan Barasti Bondon Ko Hathon Mein Sameit Leti Hai ?. Suna Hai Phool Usey Bhi Pasand Hai Woh Bhi Meri Terhan Ghanton Pholon Se Batein Kerti Rehti Hai ?.. Suna Hai K Chand Usey Bhi Aacha Lagta Hai Woh Bhi Meri Terhan Raat Raat Bher Usey Takti Rehti Hai ?. Suna Hai Tanhaee Usey Bhi Bhati Hai Woh Bhi Meri Terhan Per Woh Tanha Baith Ker Kis Ko Sochti Hai Sari Batein Sachi Hein Magar Yeh Bhi Sach Hai ! Mein Jo Us K Barey Mein Her Baat Ki Khabbar Rakhta Hon Yeh Bhi Janta Hoon K Us Ki Soochon Ka Mehwar Mein Nahi ??!!!
Usse Jab Yaad Aayega Wo Pehli Bar Ka Milna Toh Pal Pal Yaad Rakhe Ga Ya Sub Kuch Bhool Jayega Ussey Jab Yaad Ayega Guzre Mosam Ka Har Lamha Toh Khud Hi Ro Parega Ya Khud Hi Muskrayega ` Bottle main Pepsi say zyaada…. used Socks main smell say bhi zyaadaa…. Adnan Sami main charbi say zyaada… Mithai main sweet say zyaada… Pakistan main coruption say zzyaada… I LOVE U ` Mohabbat seekh ker kerna. K bin seekhe mohabbat ka safar dushwar hota ha. Girebaan taar hota ha
... Read more »
Mere dil ko todakar tum jaaoge jaha, Meri baate yaad tumako aayegi wahaa, Main to apna samajhkar tumhe maaf kar dunga, Magar maaf na karega tumako ye jahaan. ` Woh chalte chalte itne door chale gaye, Hamein rokna bhi na aaya. Hamne unka naam liya phir bhi, Shayad unhein sunna na aaya. ` Meri Ankhoon Kay Samandar main Jalan Kaysi Ha Ajj Phir Dil Ko Tarapnay Ki LaGan Kaysi Ha Ab Kisi Chaat Pay Chiragon Ki Qatarin Bhi Nahi Ab Teray Shehar Ki Galioyon Main Guthan Kaysi Ha. ` Tum dur ho¦ aur pas bhi,! Tum hansi ho¦ aur aansu bhi! Tum Mere man ki shanti ho.. aur dil ki bechaini bhi! Tum meri amanat ho.. aur ek sapna bhi! ` Chaha to bahot tha lekin woh mila naahin Lakh koshisho ke bawjood humare beech ka fasla meeta naahin Is kadar majboor kar diya zamane ne hume Ki woh meri kisi sada pe tehra hi naahin ` ... Read more »
Jis pal aap dil se muskuraoge, Apni hasi me hamari jhalk paoge Na samjna k sath chod denge hum palat kar dekhoge to har rah par hame paoge. Good Morning! ` Aye dil kinare ko kinara na samajh, Aye dil sahare ko sahara na samajh, Barish aane par kinare toot jate hain, Musibat aane par sahare chooth jate hain… GM ` Har Aahat Mera Ehsaas Dilayegi, Hawa Bhi Mera Kisa Sunayegi. Aur Na Chahte Hue Bhi Aapko Meri Yaad Ayegi. ` Yun durr rehkar duriyon ko badaya nahi karte, Apne deewano ko sataya nahi karte, Har waqt bas jise tumhara khyal ho, Usey apni awaaz ke liye tadpaya nahi karte `
... Read more »
Pehla Question Dekh Kar Wah – Wah – Wah – Wah Ho Gayi, Teen Line Likh Kar 100 No. Ki Chah Ho Gayi. Doosra(2nd) Question Dekhkar Darne Laga Dil, 50(Pachas) No. Ana Bhi Lagne Laga Mushki. Teesra(3rd) Question Dekh Kar Gale Me Atka Dam, 30(Tees) No. Ane Ka Bhi Chance Hua Khatm. Chotha(4th) Question Dekhkar Ud Gaye Mere Hosh. Khali Copye Choddkar Ho Gaya Me Behosh. Panchwa Question Dekhne Ki Nobat Hi Na Ayi, Jab Se Parchi Tapak Gayi Me Pakda Gaya Bha- Me Pakda Gaya Bhai.
Meri aur uski aankhen kitni milti julti hain ek jaisi rangat wali hain farq hai to bas itna sa meri aankhon mai rang hai uska uski aankhen khali hain….
Mujh Ko Baatein Kab Aati Hain ? Main To Bus Khamosh Sa Sha‘Ir Ulfat Chahat Ke Rango Se Dil Ki Khali Tasveero Me Koi Mohabbat Likh Deta Hoon ? Aur Kabhi Deewar Se Lagkar Koi Mohabbat Ro Deta Hoon ? Aur Kabhi Aankho Aankho Mein Saari Baatein Keh Jata Hoon ?. Main To Ek Khamosh Sa Sha‘Ir Mujhko Baatein Kab Aati Hain ??? Mujh Ko Baatein Gar Aati To Tum Kiya Mujh Ko Chhor Kar Jaati ??? Mere Sapne Tod Kar Jaati ??? Kiya Meri Aankho Mein Dukh Ke Itne Aansoo Dekh Sakti Thi ??? Mera Kul Sarmaya Tha Jo Kiya Mujhse Woh Le Sakti Thi ??? Mujh Ko Baatein Gar Aati To Main Bhi Tumse Woh Sab Kehta Jo Tum Sunne Ki Khwahish Mein Saare Raaste Bhool Aayi Ho Saare Rishte Bhool Aayi Ho Main Thera Khamosh Sa Sha‘Ir Mujh Ko Baatein Gar Aati To Tum Bhi Mere Khwab Sajaati
... Read more »