SUNO....HUM MUNTAZIR HAIN ! Suno... Jo Dil Mein Baat Hay Keh Do k Kab Se Muntazir Hain Hum Tumhary Chand Lafzoon k Ajab Ik KashMakash Mein Hain Ya To Tum Hum Ko Qaid Kar Do Ya Phir Azad Kar Do Jo Dil Mein Baat Hay Keh Do k Jazba Koi b Ho Izhaar Ka Muhtaaj Hota Hay Suno... Ab Bol b Do Wagarna Yeh Moka Hathoon Se Kho Baithy To Pachtao Ge Chalo Ab Keh b Do Hum Se Karo Ab Tum Humy Saraab Apny Lafzoon Ki Barish Se Suno... Hum Muntazir Hain...!!!
Tumse Pyar Karke Main Deewano Mein Shamil Hua Pal Pal Teri Yad Mein Jalkar Parwano Mein Shamil Hua Jis Anjam Ke Hone Se Darta Tha Usi Ka Shikar Hua Aakhir Teri Barat Mein Barati Bankar Shamil Hua
Khabhi Socha Hai Tu Nay Dil Kia Kheta Hai? Khabhi Socha Hai Kia Hota Jab Dil Toot ta Hai? Kitna Dard HotaHai ... Jab Aapnoo Say Khauff Hota Hai ... Woh Manzar Bhi Kia Manzar Hota Hai .. Jab Tu Kareeb Reh kar Bhi Door Hota Hai ... Kitna Kamzor Vo Shakhs Hota Hai ... Jo Dost He Ko Dhoka Deta Hai ... itna Bandnaseeb Woh Kyun Hota Hai ... Jo Majmay Main Bhi Aakela Hota Hai... Judaee Ka Ghum Bhi kia Ghum Hota Hai... Kyioun Her Koi Mujh Say Sawal Karta Hai .. Kyioun Mera Dil Her Bar Roo Deta Hai .. Abb Tu Saya Bhi Yeh He Sawal Karta Hai... Kisay TOo itna Khush Rehta Hai...?
Tu Bhi Agar na mila to kiya hogga? Ik Naya Zakham milyga Ik Naya Dard hogga Ik Kasak Dil mein or rah jayegi Yeh Zindagi to Rog ban jayegi Maut ho Naseeb aissa kahan Mera Muqadar Khudkushi karny ki Himmat kahan mujh mein Jeena to parry ga Laikin Yehi Sochta hoon Mein k Zindagi kaisse Basar hoggi Najany Sham se kaisse Sehar hoggi Han magar Dard ki na koi Kami hoggi Ankh mein Ansoon ki Nami hoggi Sukoon to milyga nahi phir kahin DIL par bany Naqsh Mit tay nahi yunhi Yaddien bhi Sanson k Saath Saath Chalti hain Kiss Qadar Aziyat or Kitna Karb Hogga Meharban jany kab Mera RAB hogga Kab Millien gi Rahatain Jeevan mein kab Sukoon hogga Tu to Bhool jayegi Mujhy hai Yaqeen Nai Duniya mein Gum hokar Milly ga Pyar to Nikhar Jayegi Zindagi teri to Sanwar jayegi Dhundhla Jayega Yaddoon ka Aainaa Waqt ki Dhool urr
... Read more »
kuch log youn he dil mein utar jate hein kuch log youn he ghum day jate hein zindagi jab mazak karti hai hum se tu sara shar tamasahi ban jata hai mohabbat youn he ho jate hai lakin wafa ka afsana ban jata hai har kise ko pane ki tamana na kar ayy dost waqt ki dhool mein tamaein bhi met jati hai
woh mere saber ki intha dehk raha ta woh soch raha ta aj main roo peron gee jane kynu lab mere khamoosh rahe woh soch raha ta, aj main roo peron gee woh muj se na luatne ka kahrah ta woh soch raha ta, aj main roo peron gee woh kuch na kahte hue bee bhoot kuch kah raha ta woh soch raha ta, aj main roo peron gee woh muj se aj bee ek swall mang raha ta woh soch raha ta, aj main bool peron gee us ke sare kohab meri ankhon main rah gaye woh soch raha ta, aj main roo peron gee