US SAY BICHRA HOON JO MILA BHI NAHI IS BICHARNEY KA KUCH GILA BHI NAHI WO SAMJHTA HAI UN KAHI BATEY IS LIYE MAI NEY KUCH KAHA BHI NAHII US KA MILNA BHI KESA MILNA HAI K WO MILA HAI AUR MILA BHI NAHI KASI MUSHKIL MAI HOON KHUDA JANEY >KEHNAY SONNEY KO KUCH RAHA BHI NAHI
na rona tum, mere janaaze ko jaate dekh kar na dena tum sahara kaandhe ka, mujhe jaate dekh kar… darta hoon uth na jaaoon main, gaheri neend se mar na paaoonga chain se, tere kaandhe ka sahara dekh kar…
aaye hain aaj wo mujhe apne kaandhon ka sahara dene jeete jee maar diya, aaye hain ab wahi sahara dene…..
doobta dekh kar bhanvar mein, kar na paaye wo kuch mujhe aaye hain kashti lekar, ahe de wafa ab dhoondne mujhe…
tum gairon ki baat karte ho, humne apne aajmaaye hain log kaan
... Read more »
May you find serenity and tranquility in a world you may not always understand.
May the pain you have known and the conflict you have experienced give you the strength to walk through life facing each new situation with optimism and courage.
Farq sirf itna sa tha, US ki doli uthi meri maiyat uthi, phool US per bhi they, phool mujh per bhi they, mehfil wahan bhi thi , log yahan bhi the, Un ka hansna wahan, in ka rona yahan, sahelian us ki bhi thin, dost mere bhi they, Do qul US k perhey, do qul mere perhey, Qazi udher bhi tha, moulvi idher bhi tha, WOH saj k gaya, mujhe sajaya gaya, WOH uth k gaya, mujhe uthaya gaya, Farq sirf itna sa tha usey APNAYA gaya, mujhe DAFNAYA gaya….