kuch door hamaray sath chalo. ham dil ki kahani keh dain gay. samjhay naan jisay tum ankhon say. wo baat zubani kah dain gay. phoolon say jab honton par. ik shokh tabasun bikhray ga. dheeray say tumharay kaanon main . ik baat purani kah dain gay. izhar e wafa tum kia jano. iqrar e wafa tum kia jano. ham zikar karain gay ghairon ka. or apni kahani keh dain gay.
na gila hum karenge na shikva hum karenge, vo rahe hamesha salamat ye duaa hum karenge. agar uski khusi ki keemat mere gam hai, to zindagi bhar is keemat ko aada hum karenge.
Tha Mujhe Pyar Tujse Magar Jatana Nahi Aata Tha Khud K Yakeen Ko Aazmana Nahi Aata Tha Shayad Yeh Tere Ishq Ka Kamaal Hoga Warna Mujhe Ghum Me Bhi Toh Muskurana Nahi Aata Tha
Is tarah na dekho muhje tu itni nafrat se Kasoor kya tha mera soochna zara fursat se Kai baar tumne mujh ko maraa tha thokar Par woh humthe jo phir aajate the laut kar Tujhe kya pataa kya guzaratii hogi unpar Jise maarte hain tere jaise beraham log thokar Bas dua maangta hoon main tere liye kudrat se Ki bachale Khuda tujhko teri is buri aadat se
Sapnoo Se Dil Lagany Ki Aadat Nahi Rahi Har Waqt Muskurany Ki Aadat Nahi Rahi Yeh Soch Kar k Koi Manaany Nahi Aye Ga Ab Humy Rooth Janay Ki Aadat Nahi Rahi...!!!