Tum Itna Jo Muskura Rahe Ho Kya Gham Hai Jisko Chhupa Rahe Ho Aankhon Mein Nami, Hansi Labon Par Kya Haal Hai Kya Dikha Rahe Ho Ban Jayenge Zehar Peete Peete Yeh Ashq Jo Piye Ja Rahe Ho Jin Zakhmon Ko Waqt Bhar Chala Hai Tum Kyon Unhe Chhedhe Ja Rahe Ho Rekhaon Ka Khel Hai Muqaddar Rekhaon Se Maat Kha Rahe Ho
Jo bandishein thi zamaane ki tod aaya hoon
Main tere vaaste duniya ko chhod aaya hoon
Aaya tere dar par diwaana
Aaya hoon aaya, aaya tera diwaana
Aaya tere dar par diwaana
Tera diwaana, tera diwaana, tera diwaana
Aaya tere dar par diwaana
Tera diwaana, (tera)
Tera diwaana, (diwaana)
Tera diwaana, tera
Tera diwaana
Tera diwaana, tera diwaana, tera diwaana
Aaya tere dar par diwaana
Ye hai tera hi saudaayee, ye hai tera hi shahdaayee
Tere ishq mein hai isse mar jaana
Aaya tere dar par diwaana
Tera jalwa jo paaun, main har gham bhool jaaun
Tera jalwa jo main paaun, main toh har gham bhool jaaun
Ye aansoo jo hai behte, bas itna hai ye kehte
Kah
... Read more »
Bahut Khoobsoorat Hai Mera Sanam, Khuda Aise Mukhde Banata Hai Kam. ...
Bahut Khoobsoorat Hai Mera Sanam
Uthi Hain Jo Sharmili Kajarai Aankhen, To Suraj Ki Lau Thar Tharaane Lagi Hai, Jo Sar Se Gira Hai Ye Rangin Aanchal, Haya In Nazaron Ko Ane Lagi Hai. .... Dhanak Toot Aya Badan Mein Jo Kham. ...
Bahut Khoobsoorat Hai Mera Sanam
Sanwari Gayi Hongi Jab Teri Zulfen, Udi Hongi Lakhon Farishton Ki Neenden, Banaye Gaye Honge Jab Hont Tere, Kai Sal Nikle Na Honge Savere, Qayamat Jagaate Hain Tere Qadam
Bahut Khoobsoorat Hai Mera Sanam
Jahaan Chalte -chalte Qadam Rook Gaye Hain Samjh Lo Bahaaron
... Read more »
*******************************************************************
Rafta rafta woh meri hasti ka saamaan ho gayey,
Pehlay jaan, phir jaan-e-jaan, phir jaan-e-jaana ho gayey !
Din-b-din badti gehin us husn ki raaniyaan,
Pehlay Gul, phir gul-badan, phir gul-badamaan ho gayey !
Aap to nazdeek say nazdeek-tar aatay gahey,
Pehlay dil, phir dilruba, phir dil kay mehmaan ho gayey !
Rafta rafta woh meri hasti ka saamaan ho gayey,
Pehlay jaan, phir jaan-e-jaan, phir jaanayjaana ho gayey !
Pyar jab Hadd se badha saare Taqaloof mith gayey,
Aaap se phir tum huay phir tu ka Khunwa
... Read more »
ek Pyar Ka Nagma Hai, Maujon Ki Ravaani Hai zindagi Aur Kuch Bhi Nahin teri Meri Kahaani Hai ek Pyar Ka Nagma Hai, Maujon Ki Ravaani Hai zindagi Aur Kuch Bhi Nahin teri Meri Kahaani Hai ek Pyar Ka Nagma Hai kuch Paakar Khona Hai, Kuch Khokar Paana Hai jeevan Ka Matlab To Aana Aur Jaana Hai do Pal Ke Jeevan Se Ek Umr Churaani Hai
zindagi Aur Kuch Bhi Nahin teri Meri Kahaani Hai
ek Pyar Ka Nagma Hai
tu Dhaar Hai Nadiya Ki, Main Tera Kinaara Hoon
tu Mera Sahaara Hai, Main Tera Sahaara Hoon aankhon Mein Samandar Hai, Aashaaon Ka Paani Hai zindagi Aur Kuch Bhi Nahin teri Meri Kahaani Hai
kahin door jab din dhal jaye
saanjh ki dulhan badan churaaye chupake se aaye
mere Kayaalon ke aangan mein
koi sapanon ke deep jalaaye deep jalaaye
kahin door jab din dhal jaye
saanjh ki dulhan badan churaaye chupake se aaye
kabhi yunhin jab huyi bojhal saansen
bhar aayi baithe baithe jab yuhin aankhen
tabhi machala ke pyaar se chal ke
chhuye koyi mujhe par nazar na aaye nazar na aaye
kahin door jab din dhal jaye
saanjh ki dulhan badan churaaye chupake se aaye
kahin to ye dil kabhi mil nahin paate
kahin se nikal aaye janmon ke naate
ghani thi ulajhan bairi apa
... Read more »