Aisi Aankhen Nahin Dekhi Aisi Aankhen Nahin Dekhi Aisa Kajal Nahin Dekha Aisa Jalwa Nahin Dekha Aisa Chehra Nahin Dekha Jab Yeh Daaman Ki Hawan De Aag Jungle Mein Laga De Jab Yeh Sehrao Mein Jaaye Ret Mein Phool Khilaye Aisi Duniya Nahin Dekhi Aisa Manzar Nahi Dekhi Aisa Aalam Nahi Dekha Aisa Dilbar Nahin Dekha Uske Kangan Ka Khalakna Jaise Bulbul Ka Chehakna Uske Pazeb Ki Cham Cham Jaise Barsaat Ka Mausam
Aisa Sawan Nahi Dekha Aisi Baarish Nahi Dekhi Aisi Rimjhim Nahin Dekhi Aisi Khwahish Nahi Dekhi Uski Bebaad Se Baatein Jaise Sardi Ki Ho Raatein Uff Yeh Tanhai Yeh Masti Jaise Toofan Mein Kashti
Miti Koyal Si Hai Boli Jaise Geeton Ki Rangoli Sukh Gaalon Pe Pasina Jaise Phagun Ka Mahina Aisi Ankhen Nahi Dekhi Aisa Kajal Nahi Dekha Aisa Jalwa Nahi Dekha Aisa Chehra Nahi Dekha