kitna pyar karte hain tumhe sanam mere dil se pooch lo na ho mere dil se pooch lo na
bina saas kaise zinda rahe ham mere dil se pooch lo na
mann kare naam saari zindagi kar de khwaabon mein tanhaaiyon ki saadgi bhar de kyon sitamgar aye khudaai kaisi hoti hai judaai kitna sakt hota hai doori ka gam mere dil se pooch lo na
behte ashkon mein chhupi hai pyar ki baaten lamha lamha yaad aati woh mulaakaten chaahaton ki moti ladiyaan kaise kat ti hai yeh ghadiya kiss tarah se karti sada yeh sitam mere dil se pooch lo na
Aaj jaane ki zid na karo Yunhi pehloo mein baithe raho Aaj jaane ki zid na karo Haay mar jaayenge, hum to lut jaayenge Aisi baatein kiya na karo Aaj jaane ki zid na karo Haay mar jaayenge, hum to lut jaayenge Aisi baatein kiya na karo Aaj jaane ki zid na karo
Tum hi socho zara, kyun na roke tumhe Jaan jaati hai jab uth ke jaate ho tum Tumko apni qasam jaan-e-jaan Baat itni meri maan lo Aaj jaane ki zid na karo Yunhi pehloo mein baithe raho Aaj jaane ki zid na karo Haay mar jaayenge, hum to lut jaayenge Aisi baatein kiya na karo Aaj jaane ki zid na karo
Kaash hamein bhi kisi pari se pyar ho jaaye, Chahe phir hamari zindgi hi kyun na bekaar ho jaaye,….
Uski yaadon me har pal main khoya karoonga, Khud se bhi zyada pyar main use kiya karoonga, Aaj akela hi hoon main ek sitara, Kal chaar-chaand ho jaaye,…. Kaash hame bhi kisi pari se pyaar ho jaaye,….
Main tanha na bhir raha karoonga, Na khud sounga na use sone diya karoonga, Yara
... Read more »
Honthon Se Chulo Tum Meraa Git Amar Kar Do Ban Jaao Mit Mere Meri Prit Amar Kar Do na Umar Ki Simaa Ho na Janam Kaa Ho Bandhan Jab Pyaar Kare Koi To Dekhe Keval Man na_Ii Rit Chalaakar Tum Ye Rit Amar Kara Do Honthon Se Chulo Tum Jag ne Chhinaa Mujhase Mujhe Jo Bhi Lagaa Pyaaraa Sab Jitaa Kiye Mujhase Main Har Dam Hi Haaraa Tum Haar Ke Dil Apanaa Meri Jit Amar Kar Do Honthon Se Chulo Tum Aakaash Kaa Suunaapan Mere Tanahaa Man Men Paayal Chhanakaati Tum Aajaao Jivan Men Saansen Dekar Apani Sangit Amar Kar Do Honthon Se Chulo Tum