Aaj jaane ki zid na karo Yunhi pehloo mein baithe raho Aaj jaane ki zid na karo Haay mar jaayenge, hum to lut jaayenge Aisi baatein kiya na karo Aaj jaane ki zid na karo Haay mar jaayenge, hum to lut jaayenge Aisi baatein kiya na karo Aaj jaane ki zid na karo
Tum hi socho zara, kyun na roke tumhe Jaan jaati hai jab uth ke jaate ho tum Tumko apni qasam jaan-e-jaan Baat itni meri maan lo Aaj jaane ki zid na karo Yunhi pehloo mein baithe raho Aaj jaane ki zid na karo Haay mar jaayenge, hum to lut jaayenge Aisi baatein kiya na karo Aaj jaane ki zid na karo
Waqt ki qaid mein zindagi hai magar Chand ghadiyan yehi hain jo aazad hain Inko khokar mere jaan-e-jaan Umr bhar na taraste raho Aaj jaane ki zid na karo Haay mar jaayenge, hum to lut jaayenge Aisi baatein kiya na karo Aaj jaane ki zid na karo
Kitna maasoom rangeen hai yeh sama Husn aur ishq ki aaj mein raaj hai Kal ki kisko khabar jaan-e-jaan Rok lo aaj ki raat ko Aaj jaane ki zid na karo Yunhi pehloo mein baithe raho Aaj jaane ki zid na karo Haay mar jaayenge, hum to lut jaayenge Aisi baatein kiya na karo Aaj jaane ki zid na karo