Site menu |
|
|
Section categories |
|
|
Calendar |
« November 2024 » | Su | Mo | Tu | We | Th | Fr | Sa | | | | | | 1 | 2 | 3 | 4 | 5 | 6 | 7 | 8 | 9 | 10 | 11 | 12 | 13 | 14 | 15 | 16 | 17 | 18 | 19 | 20 | 21 | 22 | 23 | 24 | 25 | 26 | 27 | 28 | 29 | 30 |
|
|
Entries archive |
|
|
Search |
|
|
Tag Baord |
|
|
ShaanSE Poll |
| |
|
Main » !!~ ROMANTIC POETRY ~!!
« 1 2 ... 33 34 35 36 37 ... 50 51 »
Ishq hota nahin, sabhi ke liye Ye bana hai Kissi kissi ke liye
Pyaar ke afsaane, yaar tu kya jaane Ishq toh karte hain diwaane hai zaroori, hai zaroori Zindagi ke liye ishq hota nahin sabhi ke liye
Ishq aisa nagma hai, ishq aisa jazba hai Jab bhi andhera badta hai jalta hai dil,Roshni ke liye ishq hota nahin sabhi ke liye
Ishq hota nahin, sabhi ke liye Ye bana hai,Kissi kissi ke liye ishq hota nahin sabhi ke liye
|
Kal Halki Si Barsaat Mein Ho Gayi Mulaakat Unse, Nazron Ki Shabnam Ne Jaise Kar Li Ho Har Baat Unse,
Unki Aankhon Mein Thi Aisi Kashish Ke Kya Kahein, Mere Jism Ke Rom Rom Ne Kar Li Mohabbat Unse,
Masoom Hai Kuch Is Qadar Unki Chhuwan Ka Ehsaas, Aakhir Ek Mod Par Kar Li Meri Haya Ne Hararat Unse,
Palkon Ke Parde Mein Karwat Leti Thi Kuch Paak Khataye, Meri Muskurahat Ne Kar Hi Li Ho Jaise Shararat Unse,
Gaane Lagi Unki Khamoshi Kuch Aise Haseen Nagme, Sambhle Na Jaate The Shayad Apne Khayalaat Unse,
Mera Aanchal Bhi Karne Laga Kyon Bewafayi Mujhse, Chhuda Ke Mere Haathon Ki Zameen Gaya Lipat Unse,
Boondon Mein Baras Raha Ho Jaise Aasmaan Se Pyar Beshumar, Kuch Khamosh Se Sawalon Ke Mil Gaye Ho Jaw
...
Read more »
|
Tere Ehsaason Mein HaMein Har ek Pal Muskurana Achha Laga, Phir Unhi Muskurahaton Se Palkein Bhigona Achha Laga,
Ek Tera Mujhe Apni Aagosh Mein SaMetna Mujhe Mera Har Khwaab Sacha Laga, Hakikat Se Wakif The HuM Phir Bhi NaMuMkin se Khwaab Bunna Achha Laga...
Meri Aankhon ko Palak Jhapkaye Bina Tera Dekhna Mujhe Achha Laga, Meri Zulfon ko Suljhate Suljhate Tera In Mein Ulajhna Achha Laga...
Kehne Ko Hai Akele Hai HuM Tanha Is Zindagi Ke Safar Mein, Tere Qadmon Ka Saath Mere Soone Raaston Ko Achha Laga...
Mohabbat Ke Ehsaas Se To Ho Gaye The HuM Naaraz Kab ke, Phir Bhi Na Jane Kyon Tujhe Chahna HaMein Achha Laga
...
Read more »
|
mujko tumse jo pyaar ho gaya ek muljim aur taiyaar ho gaya
itni sakht nazar se dekha hai tune aaj ke aaine se mera chehra paar ho gaya
gujar chale jo tere dil se do pal ham hamareliye to duniya ka asfaar ho gaya
khwabon me tere gar aa sakun to bas wahi mere liye ikraar ho gaya
unhone dabbe lab zaalim keh diya tera to iftikhaar ho gaya
| |
|
Login Here
|
Welcome to ShaanSE Poetry
|
|
ShaanSE Facebook |
|
|
statistics |
Total online: 1 Guests: 1 Users: 0 |
|
Members Area |
Users who have visited the site today
|
|
ShaanSE Facebook |
|
|
ShaanSE Channel |
|
|
Dedicated To ShaanSE-1
|
|
|
Dedicated To ShaanSE-2
|
|
|
Search |
|
|
|