main lafzon mai kuch bhi izhar nahi karta iska matlab ye nahi k main tujhe pyar nahi karta chahata hoon main tujhe aaj bhi par teri soch mei apna waqt bekar nahi karta chahata hoon main tujhe aaj bhi par teri soch mei apna waqt bekar nahi karta tamasha naa ban jaaye kahi mohabbat meri isi liye apne dard ko namoodaar nahi karta jo kuch mila hai usi mei khush hoon main tere liye khuda se taqraar nahi karta par kuch tou baat hai teri fitrat mein zalim warna Mein tujhe chahne ki khtaa bar bar nahi karta
Ishq Ke Phool Bhi Khilte Hain, Bikhar Jaate Hain Zakhm Kaise Bhi Hon, Kuch Roze Main Bhar Jaate Hain Us Khwabon Main Ab Koi Nahi Aur Hum Bhi Nahi Itne Roz Se Aaye Hain, Chup Chaap Guzar Jaate Hain Nurm Aawaaz, Bholi Baatain, Mohazzab Lehjaa Pehle Baarish Main Hi, Sab Rang Utar Jaate Hain Raasta Roke Khari Hai, Wahi Uljhan Kab Se Koi Puche To Kahen Kya Ke Kidhar Jaate Hain