Site menu |
|
 |
Section categories |
|
 |
Calendar |
|
 |
Entries archive |
|
 |
Search |
|
 |
Tag Baord |
|
 |
ShaanSE Poll |
|  |
|
Main » 2012 » April » 02 » Na raasta sujhayi deta hai Na manzil dikhayi deti hai
1:14 PM Na raasta sujhayi deta hai Na manzil dikhayi deti hai |
Na raasta sujhayi deta hai Na manzil dikhayi deti hai Na lafz zubaan per aate hain Na dharkan sunayi deti hai
Ek ajeeb si kaifiyat ne Aan ghera hai mujhe..... Ke her surat main ...... Teri surat dikhayi deti hai
Yeh milna aur bicharr jaana Kab apne bas ki baat hai Kismat hi milati hai hum ko Kismat hi juddai deti hai
Her baar yeh hi hota hai Koi humain bataye to sahi Jo tum se nahi keh paate hain Dharkan se sunayi deta hai
Tum jaante ho kya tum se kahen Bechain bohat Dil hota hai Jab paas nahi hote ho Door saari KHUDAYI hoti hai

|
Category: !!~ HOPE POETRY ~!! | Views: 1231 | Added by: ROniT | Tags: Na raasta sujhayi deta hai Na manzi | Rating: 0.0/0 |
|
Login Here
|
Welcome to ShaanSE Poetry
|
 |
ShaanSE Facebook |
|
 |
statistics |
Total online: 1 Guests: 1 Users: 0 |
 |
Members Area |
Users who have visited the site today
|
 |
ShaanSE Facebook |
|
 |
ShaanSE Channel |
|
 |
Dedicated To ShaanSE-1
|
|
 |
Dedicated To ShaanSE-2
|
|
 |
Search |
|
 |
|