dard jaag uthta hey jab aik ghareeb ko us ki ghareebi ki wajah sey thukraya jaye dard jaag uthta hey aik achey insaan ko jab bura keh kar khud sey juda kiya jaye dard jaag uthta hey jab naam muhabbat pokara jaye phir muhabbat ko roswa kiya jaye tu dard jaag uthta hey jab koi chahney wala sar-e-rah choor kar chala jaye dard jaag uthta hey kissi ko jab tanha paon dard ankhon sey ubalney lagta hey dil mein dard huta hey jab koi ahl-e-wafa dhukey ki zad mein aata hey jab barish k musam mein piyaar karney waloon ko bhigaa hua paon jab ishq m
... Read more »
Sochti Rehti hoon Kash aisa hu Tanha chandni raat hu Aur Tum Saamney Aa jao Khuwaab dekhti hoon Mehfil hu….Koi naam ley tumhara Aur Tum Saamney Aa Jao Mehsoos Karti Hoon Yeh barfili chadarein Yey khushbo hawaon mein Jab tumharey chehrey sey yeh guzar kar Tumhari khushbo liye chehrey pey samaye merey Aankh khuley Aur Tum Saamney Aa Jao Tanha Hoon Suni si zindagi hey Kisi ka saat na hu Aur Tum Saamney Aa Jao Jhumti hoon Barish mein bheegh kar Bundon ki tap tap Bijli sey seham kar ... Read more »
Jo Meri Aankhon Se Khuwab Dekho To Aik Shab Bhi Na So Sako Ge K Lakh Chaho Na Hans Sako Ge Hazar Chaho Na Ro Sako Ge K Khuwab Kia Hain, Azab Hain Ye Mere Dukhon Ki Kitab Hain Ye Rafaqtain In Main Choteti Hain Mohabbatain In Main Rothti Hain Pinapti Hain In Main Wehshatain Si Aziatain In Main Photeti Hain Inhein K Dar Se Khizan Hain Jazbe Inhein Se Shakhain Si Toteti Hain Ghamon Ki Bandish Hain Khuwab Mere Dukhon Ki
... Read more »
Hum Kaise Pagal Hotey Thay" Aik Phool Ko Chunay Ke Khaatir Kaantoan Say Zakhmee Hotey Thay Jo Phool Jhooli Main Aa Girtaa Ussay Chunay Say Dar Jaatey Thay
Hum Kaise Pagal Hotey Thay Kay Dhundalay Aaino Main Apna Hum Aks Sa Dhoonda Kartey Thay Aur Kirchiyaan Chataktay Aaino Ki Muthi Main Daba Kar Rakhtey Thay
Hum Kaise Pagal Hotey Thay Jab Sarak Per Chalna Hota Tha Hum Kashti Lay Kar Chaltey Thay Aur Beech Bawar Janay Ke Liye Hum Pedal Nikla Kartey Thay