is dast mein ek shahr tha wo kya hua awaargi ye dil ye paagal dil mera
Kal shab mujhe be-shakl ki awaaz ne chaunka diya mein ne kaha tu kaun hai usne kaha awaargi is dasht mein ek shahr tha wo kya hua awaargi ye dil ye paagal dil mera
Ye dard ki tanhaiyaan ye dasht ka veeran safar hum log to ukta gaye apni suna awaargi is dasht mein ek shahr tha wo kya hua awaargi ye dil ye paagal dil mera
Ek ajnabi jhonke ne jab poochha mere ghum ka saba sehra ki bheegi reth par maine likha
... Read more »
Bahut Khoobsoorat Hai Mera Sanam, Khuda Aise Mukhde Banata Hai Kam. ...
Bahut Khoobsoorat Hai Mera Sanam
Uthi Hain Jo Sharmili Kajarai Aankhen, To Suraj Ki Lau Thar Tharaane Lagi Hai, Jo Sar Se Gira Hai Ye Rangin Aanchal, Haya In Nazaron Ko Ane Lagi Hai. .... Dhanak Toot Aya Badan Mein Jo Kham. ...
Bahut Khoobsoorat Hai Mera Sanam
Sanwari Gayi Hongi Jab Teri Zulfen, Udi Hongi Lakhon Farishton Ki Neenden, Banaye Gaye Honge Jab Hont Tere, Kai Sal Nikle Na Honge Savere, Qayamat Jagaate Hain Tere Qadam
Bahut Khoobsoorat Hai Mera Sanam
Jahaan Chalte -chalte Qadam Rook Gaye Hain Samjh Lo Bahaaron
... Read more »
*******************************************************************
Rafta rafta woh meri hasti ka saamaan ho gayey,
Pehlay jaan, phir jaan-e-jaan, phir jaan-e-jaana ho gayey !
Din-b-din badti gehin us husn ki raaniyaan,
Pehlay Gul, phir gul-badan, phir gul-badamaan ho gayey !
Aap to nazdeek say nazdeek-tar aatay gahey,
Pehlay dil, phir dilruba, phir dil kay mehmaan ho gayey !
Rafta rafta woh meri hasti ka saamaan ho gayey,
Pehlay jaan, phir jaan-e-jaan, phir jaanayjaana ho gayey !
Pyar jab Hadd se badha saare Taqaloof mith gayey,
Aaap se phir tum huay phir tu ka Khunwa
... Read more »
Chitthi Aayi Hai Aayi Hai
Chitthi Aayi Hai
Chitthi Aayi Hai Vatan Se
Chitthi Aayi Hai
Bade Dinon Ke Baad,
Hum Bevatnon Ko Yaad
Vatan Ki Mitti Aayi Hai,
Chitthi Aayi Hai ...
ek Pyar Ka Nagma Hai, Maujon Ki Ravaani Hai zindagi Aur Kuch Bhi Nahin teri Meri Kahaani Hai ek Pyar Ka Nagma Hai, Maujon Ki Ravaani Hai zindagi Aur Kuch Bhi Nahin teri Meri Kahaani Hai ek Pyar Ka Nagma Hai kuch Paakar Khona Hai, Kuch Khokar Paana Hai jeevan Ka Matlab To Aana Aur Jaana Hai do Pal Ke Jeevan Se Ek Umr Churaani Hai
zindagi Aur Kuch Bhi Nahin teri Meri Kahaani Hai
ek Pyar Ka Nagma Hai
tu Dhaar Hai Nadiya Ki, Main Tera Kinaara Hoon
tu Mera Sahaara Hai, Main Tera Sahaara Hoon aankhon Mein Samandar Hai, Aashaaon Ka Paani Hai zindagi Aur Kuch Bhi Nahin teri Meri Kahaani Hai
kahin door jab din dhal jaye
saanjh ki dulhan badan churaaye chupake se aaye
mere Kayaalon ke aangan mein
koi sapanon ke deep jalaaye deep jalaaye
kahin door jab din dhal jaye
saanjh ki dulhan badan churaaye chupake se aaye
kabhi yunhin jab huyi bojhal saansen
bhar aayi baithe baithe jab yuhin aankhen
tabhi machala ke pyaar se chal ke
chhuye koyi mujhe par nazar na aaye nazar na aaye
kahin door jab din dhal jaye
saanjh ki dulhan badan churaaye chupake se aaye
kahin to ye dil kabhi mil nahin paate
kahin se nikal aaye janmon ke naate
ghani thi ulajhan bairi apa
... Read more »
(main Jahaan Rahoon
Main Kahin Bhi Hoon
Teri Yaad Saaath Hai)
Kisi Se Kahoon
Ke Nahi Kahoon
Yeh Jo Dil Ki Baat Hai
Kehne Ko Saath Apane Ek Duniya Chalti Hai
Per Chhupke Is Dil Mein Tanhaayi Palti Hai
Bas Yaad Saath Hai
Teri Yaad Saaath Hai
Main Jahaan Rahoon
Main Kahin Bhi Hoon
Teri Yaad Saaath Hai
Kahin To Dil Mein Yaadon Ki
Ek Suli Gad Jaati Hai
Kahin Har Ek Tasveer Bhahut Hi Dhondhali Pad Jati Hai
Koi Nayi Duniya Ke Naye Rango Mein Khush Rehta Hai
Koi Sab Kuch Paake Bhi Yeh Mann Hi Mann Kehta Hai
Kehne Ko Saath Apane Ek Duniya Chalti Hai
Per Chhupke Is Dil Mein Tanhaayi Palti Hai
Bas Yaad Saath Hai
Teri Yaad Saaath Hai
Tadap yeh ishq ki dil se kabhi nahi jati
ki jaan de dekar bhi dewangi nahi jati
na jane woh kaun si dunia hai woh mere rabba
jaha se lautke koi sada nahi ati
ohoooo isshq me to har cheez mit jati hai bekaari bankar hame tadpati hai
yaad yaad bus yaad yaad reh jati hai
yaad yaad bus yaad yaad reh jati hai
isshq me to har cheez mit jati hai bekaari bankar hame tadpati ha
bekaari bankar hame tadpati ha
yaad yaad bus yaad yaad reh jati hai
yaad yaad bus yaad yaad reh jati hai
woh teri yaad
woh teri yaad
Chupke chupke raat din aansu bahaana yaad hai Humko ab tak aashiqui ka voh zamaana yaad hai Chupke chupke raat din aansu bahaana yaad hai Khench le na voh mera parde ka kona daffatan Aur dupatte se tera voh munh chhupaana yaad hai Humko ab tak aashiqui ka voh zamaana yaad hai Chupke chupke raat din aansu bahaana yaad hai Do paher ki dhoop mein mere bulaane ke liye Voh tera kothe pe nange paaon aana yaad hai Humko ab tak aashiqui ka voh zamaana yaad hai Chupke chupke raat din aansu bahaana yaad hai berukhi ke saath sunna dard e dil ki dastan wo kalaii mai tera kangan gumana yaad hai hum ko aab tuk ashiqi ka wo zamana yaad hai chupke chupke raat din ansoo bahana yaad hai waqt e rukhsat
... Read more »