Honthon Se Chulo Tum Meraa Git Amar Kar Do Ban Jaao Mit Mere Meri Prit Amar Kar Do na Umar Ki Simaa Ho na Janam Kaa Ho Bandhan Jab Pyaar Kare Koi To Dekhe Keval Man na_Ii Rit Chalaakar Tum Ye Rit Amar Kara Do Honthon Se Chulo Tum Jag ne Chhinaa Mujhase Mujhe Jo Bhi Lagaa Pyaaraa Sab Jitaa Kiye Mujhase Main Har Dam Hi Haaraa Tum Haar Ke Dil Apanaa Meri Jit Amar Kar Do Honthon Se Chulo Tum Aakaash Kaa Suunaapan Mere Tanahaa Man Men Paayal Chhanakaati Tum Aajaao Jivan Men Saansen Dekar Apani Sangit Amar Kar Do Honthon Se Chulo Tum
Tum Itna Jo Muskura Rahe Ho Kya Gham Hai Jisko Chhupa Rahe Ho Aankhon Mein Nami, Hansi Labon Par Kya Haal Hai Kya Dikha Rahe Ho Ban Jayenge Zehar Peete Peete Yeh Ashq Jo Piye Ja Rahe Ho Jin Zakhmon Ko Waqt Bhar Chala Hai Tum Kyon Unhe Chhedhe Ja Rahe Ho Rekhaon Ka Khel Hai Muqaddar Rekhaon Se Maat Kha Rahe Ho
Saans aati Hai saans jaati hai, Sirf mujh ko hai intezar tera
Aansuon ki ghataen pee pee ke, ab kehta hai yehi pyaar mera
Zinda rehne ke liye teri kasam, Zinda rehne ke liye teri kasam,
Ek mulaqaat zaroori hai sanam,
Teri chahton ne yeh kya gham diya, Teri chahton ne yeh kya gham diya,
Teri ishq ne yun deewana kiya, Teri ishq ne yun deewana kiya,
Zamaane se mujh ko begana kiya, Zamaane se mujh ko beigana kiya,
Deewane tere pyaar main bada hi bura haal hai
Khadi hoon tere raah main na hosh na khayal hai
Na hosh na khayal hai
Zinda rehne ke liye teri kasam, Zinda rehne ke liye teri kasam,
Ek mulaqaat zaroori hai sanam,
Mere saath main ro raha asmaan,
Mera pyaar k
... Read more »
Jo bandishein thi zamaane ki tod aaya hoon
Main tere vaaste duniya ko chhod aaya hoon
Aaya tere dar par diwaana
Aaya hoon aaya, aaya tera diwaana
Aaya tere dar par diwaana
Tera diwaana, tera diwaana, tera diwaana
Aaya tere dar par diwaana
Tera diwaana, (tera)
Tera diwaana, (diwaana)
Tera diwaana, tera
Tera diwaana
Tera diwaana, tera diwaana, tera diwaana
Aaya tere dar par diwaana
Ye hai tera hi saudaayee, ye hai tera hi shahdaayee
Tere ishq mein hai isse mar jaana
Aaya tere dar par diwaana
Tera jalwa jo paaun, main har gham bhool jaaun
Tera jalwa jo main paaun, main toh har gham bhool jaaun
Ye aansoo jo hai behte, bas itna hai ye kehte
Kah
... Read more »
kabhi jo bhulana chaahu, na jaane kyun mere dilbar mujhe tum yaad aate ho, o mujhe tum yaad aate ho mujhe tum yaad aate ho
kabhi saawan ke mausam mein, agar gaaye kahin koyal kisi mehandi ki tehani par, na jaane kyun mere dilbar mujhe tum yaad aate ho, ho mujhe tum yaad aate ho mujhe tum yaad aate ho
kisi ke haath se chhute, agar sheeshe ka paimaana chhalak jaaye agar saagar, na jaane kyun mere dilbar mujhe tum yaad aate ho kabhi jo bhulana chaahu, na jaane kyun mere dilbar mujhe tum yaad aate ho mujhe kyun yaad aate ho