Main » 2011»January»29 » tum to thehre pardesi saath kya nibhavo ge Altaf Raja
10:47 AM
tum to thehre pardesi saath kya nibhavo ge Altaf Raja
tum toh thehre pardesi saath kya nibahaaoge subaha pehli gaadi se ghar ko laut jaaoge
Jab tumhein akele mein meri yaad aayegi nayi sadak pe purana makaan kiska hain
aasuon ki baarish mein tum bhi bheeg jaaoge tum toh thehre pardesi saath kya nibahaaoge
Gam ke dhup mein dil ki hasratein na jal jaaye kesuwo ke ke saaye mein kab hamein sulaaoge tum toh thehre pardesi saath kya nibahaaoge
mujhko katla kar daalo shauk se magar socho mere baad tum kispar yeh bijliya giraaoge tum toh thehre pardesi saath kya nibahaaoge
yu toh zindagi apni maikade mein gujri hain in nashili aankhon se kab hamein peelaaoge
kya karoge tum aakhir kabra par meri aakar kyon ke jab tumse itefaakan jab tumse itefaakan meri nazar mili thi ab yaad aa raha hain shayad woh janwary thi tum yu mili dubara phir maahe farwary mein jaise ke hamsafar ho tum raahein zindagi mein kitna hasi zamana aaya tha march lekar raahein wafa pe thi tum waadon ki torch lekar baandha jo ahde ulfat aprail chal raha tha duniya badal rahi thi mausam badal raha tha lekin mayi jab aayi jalne laga zamana har shaks ki zabaan par tha bas yahi fasana duniya ke darr se tumne badli thi jab nigaahein tha june ka mahina lab pe thi garm aahein jully mein jo tumne ki baatchit kutch kam thein aasman pe baadal aur meri aankhein purnam mahe agast mein jab barsaat hoo rahi thi bas aasuon ki baarish din raat ho rahi thi kutch yaad aa raha hain woh maah tha sitambar bheja tha tumne mujhko tarke wafa ka letter tum gair ho rahi thi octubar aa gaya tha duniya badal chuki thi mausam badal chuka tha jab aa gaya navamber aaisi bhi raat aayi mujhse tumhein chudane sajkar baraat aayi bekhaif tha december jasbaat mar chuke thein mausam tha sard usmain armaan bikhar gaye the lekin yeh kya batau ab haal dusra hain arey woh saal dusra tha yeh saal dusra hain
Kya Karoge tum aakhir kabra par meri aakar thodi der ro loge aur bhool jaaoge tum toh thehre pardesi saath kya nibhaaoge subah pehli gaadi se ghar ko laut jaaoge