na gila hum karenge na shikva hum karenge, vo rahe hamesha salamat ye duaa hum karenge. agar uski khusi ki keemat mere gam hai, to zindagi bhar is keemat ko aada hum karenge.
Tha Mujhe Pyar Tujse Magar Jatana Nahi Aata Tha Khud K Yakeen Ko Aazmana Nahi Aata Tha Shayad Yeh Tere Ishq Ka Kamaal Hoga Warna Mujhe Ghum Me Bhi Toh Muskurana Nahi Aata Tha
Is tarah na dekho muhje tu itni nafrat se Kasoor kya tha mera soochna zara fursat se Kai baar tumne mujh ko maraa tha thokar Par woh humthe jo phir aajate the laut kar Tujhe kya pataa kya guzaratii hogi unpar Jise maarte hain tere jaise beraham log thokar Bas dua maangta hoon main tere liye kudrat se Ki bachale Khuda tujhko teri is buri aadat se
Rotey hai teri yaad mein iske siva hum kya karen Kismat mein hona tha juda tujhse gila hum kya karen Kar ke duva manga tujhe pa kar magar khoya tujhe Mange khuda se aur kya koi fariyad hum kya karein Jab tak teri tasveer thi dil mein pyara tha dil ka aaina Jab tu hi nahi hai diruba toh yeh aaina hum kya kare Rotey hai teri yaad mein iske siva hum kya karein