| Site menu |
|
 |
| Section categories |
|
 |
| Calendar |
| « November 2025 » |
| Su |
Mo |
Tu |
We |
Th |
Fr |
Sa |
| | | | | | | 1 | | 2 | 3 | 4 | 5 | 6 | 7 | 8 | | 9 | 10 | 11 | 12 | 13 | 14 | 15 | | 16 | 17 | 18 | 19 | 20 | 21 | 22 | | 23 | 24 | 25 | 26 | 27 | 28 | 29 | | 30 | |
 |
| Entries archive |
|
 |
| Search |
|
|
 |
| Tag Baord |
|
 |
| ShaanSE Poll |
|  |
|
Main » !!~ SAD POETRY ~!!
« 1 2 3 4 5 6 ... 26 27 »
Mere Pass Teen Chizeun Hain: Mairay paas teen cheezain hain Rait mujhay wiraasatt mein milli Pattharr main nay Mehnatt say kamaayaa Aur yeh thorri si Dhoop mujhay Sarrakk parr Parri hui milli
Main nay Rait say apni Umr banaayi Main nay Pattharr apnay Pait parr baandhaa Main nay Dhoop say apnaa Sayaa banayaa Main apnay Saayay mein jalltaa hoon Main
...
Read more »
|
|
wafaa k qaid khaanoo main sazaain kab badalti hain badalte dil ka moasam hai hawaain kab badalti hain libaada oar ker gham ka, nikkel jaate hain sehraa ko jawaab aay k nah aay sadaain kab badalti hain koi paa ker nibhaate hai koi kho ker nibhaata hai naay andaaz hote hain wafaain kab badalti hain
|
aankh se duur na ho dil se utar jaayegaa vaqt kaa kyaa hai guzarataa hai guzar jaayegaa
itanaa maanuus na ho Khilvat-e-Gam se apanii tuu kabhii Khud ko bhii dekhegaa to dar jaayegaa
tum sar-e-raah-e-vafaa dekhate rah jaaoge aur wo baam-e-rafaaqat se utar jaayegaa
zindagii terii ataa hai to ye jaanevaalaa terii baKhshiish terii dahaliiz pe dhar jaayegaa
duubate duubate kashtii to ochhaalaa de don main nahiin koii to saahil pe utar jaayegaa
zabt laazim hai magar dukh hai qayaamat kaa zaalim ab ke bhii na royegaa to mar jaayegaa
|
jindgi Ka Ajab Dastuur Dekha,
Jisse Chaha Usse Majboor Dekha,
Dil Ke Ek Chhote Se Jakham Ko,
Hamne Bante Huye Naasur Dekha,
Wafa Karna Hi Mera Kasur Tha,
Bewafa Ko Hamne Bekasur Dekha,
Gumnami Men Guzri Jindgi Apni,
Uss Par Shohrat Ka Saroor Dekha....
|
|
Meri Har Ek Ada Mein Chhupi Thi Meri Tamanna, Tum ne Mehsoos Na Ki Ye Aur Baat Hai..
Maine Har Dam Tere Hi Khwab Dekhe, Mujhe Tabeer Na Mili Ye Aur Baat Hai..
Maine Jab Bhi Tujh se Baat Karni Chahi, Mujhe Alfaz Na Mile Ye Aur Baat Hai..
Main Meri Tamanna Ke Samundar Mein Door Tak Nikli, Mujhe Saahil Na Mila Ye Aur Baat Hai..
Qudrat Ne Likha Tha Tujhko Meri Tamanna Mein, Teri Qismat Mein Main Na Thi Ye Aur Baat Hai...
|
Nazar Main Zakhm-e-Tabbasum Chupa Chupa k mila Khafa To Tha Wo Magar Mujhse Muskura k Mila.. Wo Humsafar K Mere Tanz Pe Hansta Tha Bohat, Sitam Zareef Muje Aaina Dikha Ke Mila .. Mere Mizaj pe Hairan Hai Zindagi Ka Shaoor, Main Apni Moat Ko Aksar Gale Laga K Mila .. Main Us Se Mangti Kia Khoon Baha Jawani Ka K Wo Bhi Aaj Muje Apna Ghar Luta k mila.. Main jisko Dhoond Rahi Thi Nazar Ke Raste Main, Mujhe Mila Bhi Tou Zalim Nazar Jhuka K Mila ..
|
|
jaane kyun shikast ka azaab liye phirta hoon main kya hoon oar kya khuwab liye phirta hoon uss ne aik baar kia tha sawal e mohabbat main her lamha wafaa ka jawaab liye phirta hoon uss ne poocha tha kab se nahi soay tum mani main tab se ratt _ jagun ka hisaab liye phirta hoon uss ki khawaish thi k meri aankhoon main paani daikhay main uss waqt se aansoon ka silaab liye phirta hoon afsoas k phir b woh mera nah huwa mani main jiss ki aarzoo ki kitaab liye phirta hoon
|
|
jissay sunn k gham mera mit sakkay wohi geet gaa main udaas hoon mere hum nashaan koi dil nasheen si ghazal sunaa main udaas hoon tere bin b yeh din guzer gyaa yeh jo loag hain tere humsafar so yeh sukh main hain kiss qader inhain raastoon main he chor ker kabhi loat aa main udaas hoon
|
shab bhar nahi sotay hain teri yaad main aksar be taab se rehte hain teri yaad main aksar be dard zamaane ka bhana bnaa ker hum toot k rotay hain teri yaad main aksar
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
uss se judaa to ho gyaa per yoon lagga mujhe jaise jahan main koi apna nahi raha woh bewfaa nahi magar itna zaroor hai pehle woh jis tarah tha waisa nahi raha
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
kitana ajeeb apni zindgi ka safer nikla sare jahan ka dard apna muqadar nikla ker diya naam jis k zindgi ka her lamha afsoas woh apni chahat se be khaber nikla
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
sapne ki tarah tujhe sajaa k rakhoon chandni raat ki nazroon se chupaa k rakhoon meri taqdeer mere saath nahi warna zindagi bhar main tu
...
Read more »
|
|
TUM JO MERI BAAT SUNNO
Tum jo meri baat sunno ik qissa tumain sunaata hun yeh qissa nahi zamane ka yeh qissa hai perwaane ka jo pal pal jeeta merta tha jo pyaar boht he kerta tha her baat ussay maloom to thi ek baat magar woh bhula baitha shamma ko haasil kerne main khud apna aap jala baitha yun ishq ki had say guzerne main perwanay k jal merne main ab jaagti hai naa soti hai shamma ab her pal roti hai.
| |
|
Login Here
|
Welcome to ShaanSE Poetry
|
 |
| ShaanSE Facebook |
|
 |
| statistics |
Total online: 1 Guests: 1 Users: 0 |
 |
| Members Area |
Users who have visited the site today
|
 |
| ShaanSE Facebook |
|
 |
| ShaanSE Channel |
|
 |
Dedicated To ShaanSE-1
|
|
 |
Dedicated To ShaanSE-2
|
|
 |
| Search |
|
 |
|