| Site menu |
|
 |
| Section categories |
|
 |
| Calendar |
| « November 2025 » |
| Su |
Mo |
Tu |
We |
Th |
Fr |
Sa |
| | | | | | | 1 | | 2 | 3 | 4 | 5 | 6 | 7 | 8 | | 9 | 10 | 11 | 12 | 13 | 14 | 15 | | 16 | 17 | 18 | 19 | 20 | 21 | 22 | | 23 | 24 | 25 | 26 | 27 | 28 | 29 | | 30 | |
 |
| Entries archive |
|
 |
| Search |
|
|
 |
| Tag Baord |
|
 |
| ShaanSE Poll |
|  |
|
Main » !!~ SAD POETRY ~!!
Wafa

Shehr Tera Aaj Sunsan Hai Kyun
Dil Tera Rehta Weeran Hai Kyun
Kyun Rehta hai Intazaar Ab Tujhe
Dil se uth’ta yeh Toofan hai Kyun
Hijr ki Raton Mein too to hansa karta tha
Bhari Mehfil mein Aankh Lahoo Luhan hai Kyun
Dil ke Tootne ki Awaz Achi Lagti thi Tujhe
Aaj apne dil ke Dharkne se Pareshan hai Kyun
Too Jan leta tha Mere har aansoo ka Sabab
Baarishon Ke Mausam se ab Anjan hai Kyun
"Fassi” is Shehr ke logon mein Wafa ab Nahi
Wafa nahi Ter
...
Read more »
|
Yun Na Mil Mujh Se Khafa Ho Jayse Sath Chal Moj-e-saba Ho Jayse
Log Yun Dekh Kar Hans Deta Hain Tu Mujhe Bhol ,gya Ho Jayse
Ishq Ko Shirk Ki Had Tek Na Badha Yun Na Mil Hum Se ,khuda Ho Jayse
Moot Bhe Aye Tu Es Naz Ke Sath Mujh Pe Ehsaan ,kya Ho Jayse
Ayse Anjan Bane Bethe Ho Tum Ko Khuch Bhe Na ,pata Ho Jayse
Hichkian Raat Ko Atte He Rahein Tu Ne Phir Yaad ,kya Ho Jayse
Zindagi Beet Rahee Hai Hina Ek Bey Jurm ,saza Ho Jayse.
|
Yeh In Dino Ki Baat Hai,
Wo Un Dino Ki Baat Thi, Jab Wo Mere Saath Tha Chehra Uska Chanda Sa, Aur Chandni See Raat Thi
Wo Un Dino Ki Baat Thi
Baghon Mein Bahar Thi, Zindagi Ghulab Thi Zulfon ki Chaon Thi, Payar ki Barsaat Thi
Wo Un Dino Ki Baat Thi
Wark Wark Phool The, Kitabon ki Teh Mein Har Roz Un se Guftagoo, Har Raat Mulakaat Thi
Wo Un Dino Ki Baat Thi,
Wo Un Dino Ki baat Thi, Ab In Dino Ki Baat Sun
Yadon ke Jangle Ka, Har Pata Hai Jala Hua Shakh Shakh Uljhi Hoi Akeli Meri Zaat Hai
...
Read more »
|
|
kyaa se kyaa ho gayaa pawan, bewafaa tere pyaar mein chaahaa kyaa, kyaa milaa, bewafaa tere pyaar mein kahatee hain jis ko pyaar duniyaa kyaa cheej kyaa balaa hain pawan ne kyaa naa sahaa, bewafaa tere pyaar mein chaahaa kyaa, kyaa milaa, bewafaa tere pyaar mein yakin hogaa kise ke hum tum ek raah sang chale hain honaa hai, aaur kyaa, bewafaa tere pyaar mein kyaa se kyaa ho gayaa, bewafaa tere pyaar mein Chandni raath me jab saara jahan sotha he, Kisi ki yaad me koi badhnaseeb rotha he. Aye khuda, kisi ko mohabbeth me ithna fida na kar, Agar kare tho Qayamath thak juda na kar. bewafaa tere pyaar mein,kaise roya he pawan
|
|
Aapse hum tb miley jab aapka koi sahara nahi tha Un dino hamare bina ap ka ek b pal gavara nahi tha Lagta tha hamare rishty ka kabi kinaara ni tha Aj dekhiye kaisy badal gaya hy waqt-e-aalam Ap ke ghumoon ko to hum ny churaa liya Kyu ki khushiyoon pe to huk hamara na tha
|
|
Tu hay nzar k samne aisa laga Mujhe,. Har Shakhs Tere shehr ka apna laga Mujhe…. Pholon se Zakham Khaey tho kante haseen Lagay,. Yeh tajarba hayat ka acha laga Mujhe… Kehta raha jo shehr mein mil kar rha kro,. Wo shakhs khud qreeb se tanha laga mujhe… Har Chez tere shehr ki mehngi lagi magr,. Insan Tere shehr ka sasta laga mujhe……………
|
yeh dil to tere naam pe qurbaan ker diya hum ne to apni jaan ko b be-jaan ker diya rakhte nahi ho tum shoak deedar ka ankhoon ko apni mujh se he anjaan ker diya hum to samjhte thay k nibhao ge saath tum tanha muje chore k pershaan ker diya kuch saal sahi tum mere dil main to rehte neelaam ker k muje bemakaan ker dia kerni thi bewafai to chupke se ki hoti tum ne to bewafai ka b elaan ker diya
|
Koi sakoon ki jaga talash karain Aa mill ker wafa talash karain Jurm dono ka hai ik sa Aa Aik jesi saza talash karain Gam seene mai kabi ruk na jain Aa asi abo hawa talash karain dono apni ana main aa mit jain Aa asi koi darmiyani si rah talash karain Zindgi apni kaheen duri main na beet jaye Aa hm apni apni khata talash karain Dekhte hi dekhte jo dil mai utar jaye Mohabt ki wo pehli nigah talash karain
| |
|
Login Here
|
Welcome to ShaanSE Poetry
|
 |
| ShaanSE Facebook |
|
 |
| statistics |
Total online: 1 Guests: 1 Users: 0 |
 |
| Members Area |
Users who have visited the site today
|
 |
| ShaanSE Facebook |
|
 |
| ShaanSE Channel |
|
 |
Dedicated To ShaanSE-1
|
|
 |
Dedicated To ShaanSE-2
|
|
 |
| Search |
|
 |
|