Baantt Raha Tha Jab Khuda, Saare Jahan Ki Naematein Apne Khuda Se Maang Li Maine Teri Wafa Sanam
Meri Wafa Ki Saaz Mein, Goonj Rahi Hai Laey Teri Maein Bhi Hoon Teri Jaanejaan, meri Wafa Bhi Hai Teri Tu Hi Jo Mil Gaya Mujhe, Chaahiye Aur Kya Sanam Baantt Raha Tha Jab Khuda Saare Jahan Ki Naematein
Kaash Maein Apni Zindagi,Pyar Mein Yoon Guzaar Doon Waqt Padhe To Dil Ke Saath, Jaan Bhi tujhko Vaar Doon Shayad Isi Tarah Se Ho, Pyar Ka Haq Ada Sanam Baantt Raha Tha Jab Khuda Saare Jahan Ki Naematein
Puchti hai dunya ye kahani mujh se q hasad karti hai darya ki rawani mujh se main choor aya oske hathon pe apny honton k nishan osne mangi thi mohabat ki nishani mujh se
Do pyase dil aik huwe hain aise Bichare ge ab kaise Tum pyaar mujhye karte hi rahna Sari umar tum aise Ek douje main kho jate hain Nadiya sagar jaise Tuj se hay yeh zindgani Tuj se hay jiwan kahani Tuj se hay sanj aur sawera ... Read more »
Meri jaa.n sochti hon main Agar tum mil na paay tu Tumhaari yaad ko dill sey Bhala kaise bhulaao.n gi! Jo mousam sang terey beetey unhain kaise bhulaao.n gi!! Andheri raat main jugnu bhala kaise jalaoo.n gi!!! meri jaa.n sochti hon main Tumhain kaise bhulaao.n gi! Likha jo naam hay dill per Usey kaise mitaaoo.n gi! Jo aadhi um’r jeeni hay Wo main kaise bitaao.n gi!! Meri jaa.n [...]
Asar dil per karay shikwa, shikayat ho to aisi ho.! Galay lag kar koi roye, Nadamat ho to aisi ho.! … yehi mehsus ho jaisay kai sadiyan guzari hain faqat ek pal ki furqat mein, Aziat ho to aisi ho..!! mujhe kanta chubhay aur us ki ankhon se lahu tapke, talluq ho to aisa ho, MUHABAT ho to aisi ho.
Tanha Ghar Se Bahir Jana Theek Nahi, Tum Masoom Ho Aur Zamana Theek Nahi. Saaf Dilon Ko Phir Se Maila Kr Den Gi, Guzri Baaton Ko Dohraana Theek Nahi. Aisi Cheezen Door Se Achhi Lagti Hain, Chaand Ko Apny Paas Bulana Theek Nahi. Aao Mery Haath Pe Apna Haath Rakho, ... Read more »