Site menu |
|
 |
Section categories |
|
 |
Calendar |
« September 2025 » |
Su |
Mo |
Tu |
We |
Th |
Fr |
Sa |
| 1 | 2 | 3 | 4 | 5 | 6 | 7 | 8 | 9 | 10 | 11 | 12 | 13 | 14 | 15 | 16 | 17 | 18 | 19 | 20 | 21 | 22 | 23 | 24 | 25 | 26 | 27 | 28 | 29 | 30 | |
 |
Entries archive |
|
 |
Search |
|
 |
Tag Baord |
|
 |
ShaanSE Poll |
|  |
|
Main » !!~ FUNNY POETRY ~!!
God saw me hungry, he created pizza
He saw me thirsty, he created Pepsi
He saw me in dark, he created light
He saw me without problems, he created YOU.
|
kya app bike chalatey hain nahi chalatey tu koi baat nahi chalatey hain tu 2 bataien hain ya tu ap fast chalatey hain ya phir slow slow chalatey hain tu koi baat nahi fast chalatey hain tu 2 batain hain ya tu ap gir jain gay ya nahi girain gay nahi giray tu koi baat nahi gir gaye tu 2 batain hain ya tu ap ko zaida chot aye gi ya phir kam agar kam chot aye gi tu koi baat nahi agar zaida ayein gi tu uss ki 2 batain hain ya tu ap theek ho jain gay ya nahi agar theek ho jain tu koi baat nahi agar theek nahi hoongey tu 2 batain hain ya tu ap mar jain gay ya nahi marain gay agar nahi marey tu koi baat nahi agar maray, tu
...
Read more »
|
# Local variable
Mein pal do pal ka shayar hoon, pal do pal meri kahani hai pal do pal meri hasti hai..
# Global variable
Main har ik pal ka shayar hoon har ik pal meri kahani hai har ik pal meri hasti hai
# Null pointers
Mera jeevan kora kagaz kora hi reh gaya.
# Dangling pointers
Maut bhi aati nahi jaan bhi jati nahin.
# Goto
Ajeeb dastan hai yeh Kahan shuru kahan khatam Ye manzilen hain kaun si Na woh samajh sake na hum
# Two Recursive functions calling each other
Mujhe kuchh kehna hein mujhe bhi kuchh kehna hein Pehle tum, pehle tum.
# The debugger
Jab koi baat bigad jaye Jab koi mushkil pad jaye Tum dena saath mera hamnawaz.
# From VC++ to VB
Yeh haseen vaadiyan Yeh khula asmaan Aa gaye hum kahan.
# Untrackable bug
Aye ajnabi, tu bhi kabhi, awaaz de kahin se.
# Unexpec
...
Read more »
|
A Nice Urdu Love Poem by an IT Professional
Abhi abhi to pyaar ka computer kiya hai chaaloo Aab main dil ki hard disk pe aur kitni files daaloo
Apne chehare se ruswaai ka error to hatao Ai jaaneman apne dil ka password to batao
Woh to hum hain jo aap ki chahat dil main rakhte hain Warna aap jaise kitney hi softwares bazaar main bikte hain
Roz raat ko aap mere sapne main aate ho Mere pyar ko mouse bana ke ungaliyon pe nachaate ho
Tere pyar ka email mere dil ko Lubhataa hai Par beech main tere baap ka virus aataa hai
Aur karvaaoge humse kitnaa intezaar Hamaare dil ki site pe kabhi enter to maro yaar
Apni insult ka badalaa dekhna main kaise loonga Jaaneman tere baap ko Shift Delete kar doonga
Aap jaiso ke liye dil ko cut ker diya karte hai Warna baaki cases main to copy paste kiya karte hai
Aapka ha
...
Read more »
|
Majnu ko laila ka sms nahi aaya, majnu ne teen din tak Khana nahi khaya, majnu marne wala hai laila ke pyar mein, laila baithi hai sms free hone ke intazar mein.
|
Mere marney key baad mere doston Yu aansu na bahanaa Agar meri yaad aaye to Seedhey upar chale aana 
|
Yeh Degree bhi lelo, Yeh Naukri bhi lelo, Bhale mujhse lelo who US ka Visa, Magar mujhko lauta do college ka canteen, Who TeeKha Samosaa, Who thanda saaa paani, Who Teekha Samosa, Who thanda saaa paani Who College ki sabse - purani nishaanee, Who chai vaalaa jisko - saare kehte the...jaani, Who jaani ke hathon - ki 'cutting' chai meethi, Who chup-kese journal - mein Jo bheji thi chitthi,
|
ITNA GHAROOR MAT KAR PAGLI ITNA GHAROOR MAT KAR PAGLI SAB KO PATA HAI TU LAGATI HAI HAR ROZ FAIR AND LOVELY
|
5' 6" jiski height ho, Jeans jiski tight ho, Chehara jiska bright ho, Umar 22 se 27 ho, Aise apni Wife ho. Sadak per sab kahe kya cute ho, Bhid me sab kahe side ho, side ho, Lahore, Karachi ya Islamabad ki paidaish ho, Sas ki seva jiski khwahish ho Aisi apni Wife ho. Padosi jab baat kare to haath me knife ho, Dinner ke time candle light ho, Ham me tum me kabhi na koi fight ho, Milane ke baad dil delight ho, Hey Khuda teri 'puja,shanti aur Bhakti' meri life ho. Yeh kavita padhne ke baad log kahe "chikne, tum right ho", Aise apni Wife ho.
|
Kismat aazma chuka hoon taqdeer aazma raha hoon ik bewafa ki khatir riksha chala raha hoon
| |
|
Login Here
|
Welcome to ShaanSE Poetry
|
 |
ShaanSE Facebook |
|
 |
statistics |
Total online: 1 Guests: 1 Users: 0 |
 |
Members Area |
Users who have visited the site today
|
 |
ShaanSE Facebook |
|
 |
ShaanSE Channel |
|
 |
Dedicated To ShaanSE-1
|
|
 |
Dedicated To ShaanSE-2
|
|
 |
Search |
|
 |
|