Boss: Arz kiya hai……… Office may Kaam hote hain… Galtiyon ka sama hota hai…. Aise mausam mein hi to PERFORMANCE jawan hota hai…. Dil ki khunnas BOSS jabaan se nahi kehte… Ye fasana to appraisal mein bayan hota hai…. J J J ….. Employee’s reply… Arz kiya hai……… Appraisal hote hain… Disappointment ka sama hota hai… Aise mausam mein hi to Attrition jawan hota hai…. Dil ki khunnas HUM jabaan se nahi kehte… Ye fasana to resignation se bayan hota hai…. (Wah wah …. wah wah … wah wah …) J J J J J J J ….
Hum aapke dil mein rahate hai Aur bhaada bhi nahin dete hai
Na mitti ki kami thi na kam lagayi gayi Na mitti ki kami thi na kam lagayi gayi Jo bhi bach gayi thi, woh upar lagayi gayi
Maine tujhe pyar kiya abla samajh kar Tere baap ne mujhe baja dala Tabla samajh kar
Chand par kaali ghata chaati to hogi, Sitaron mein Chamak aati to hogi. Tum lakh chupao Duniya se, magar akeley mein tumhe apni shakal pe hansi aati to Hogi
Pehla Question Dekh Kar Wah – Wah – Wah – Wah Ho Gayi, Teen Line Likh Kar 100 No. Ki Chah Ho Gayi. Doosra(2nd) Question Dekhkar Darne Laga Dil, 50(Pachas) No. Ana Bhi Lagne Laga Mushki. Teesra(3rd) Question Dekh Kar Gale Me Atka Dam, 30(Tees) No. Ane Ka Bhi Chance Hua Khatm. Chotha(4th) Question Dekhkar Ud Gaye Mere Hosh. Khali Copye Choddkar Ho Gaya Me Behosh. Panchwa Question Dekhne Ki Nobat Hi Na Ayi, Jab Se Parchi Tapak Gayi Me Pakda Gaya Bha- Me Pakda Gaya Bhai.
Shadi Say Pehlay Wo Mujh Say Poochti Hay Raat Itni Beyzaban Kiyon Hay Mein Kehta Hoon Zaban Tu Derd Ki Shidet Say Hoti Hay Shadi Kay Baad Woh Mujh Say Poochteee Hai Tum Itnay Bay Zubaan Kyoon Ho Main Kehta Hoon Too Itnee Bud Zabaan Jo Hai
Shadi Say Pehlay Mein Kehta Hoon Mujhay Tum Achi Gati Achi Lagti Ho Wo Mujh Say Poochti Hay Derd Say Derney Lagay Ho Kiya Shadi Kay Baad Main Kehta Hoon Tum Mujhay Zehar Lagtee Ho Woh Mujh Say Poochtee Hai Jeenay Kee Umang Naheen Kyaa
Shadi Say Pehlay Wo Kehti Hay Teri Awaz Mein Kuch Masoomiyat Si Hay Mein Kehta Hoon Yeh Mazloomiyet K Baad Aati Hay Shadi Kay Baad Wo Kehtee Hai Mairee Awaaz Main Zaalmyat Bo
... Read more »
Aap Ne Veer-Zara Film Dekhi Hai? Film Ke End Mein Jab Veer (Shahrukh Khan) Buddha Ho Jata Hai, To Aik Khoobsurat Poem Mein Apna Haal Sunata Hai "Main Qaidi Number 786, Jail Ki Salakhon Se Bahar Deikhta Hoon”. Akhir Mein Uski Zara Ke Sath Shadi Ho Jati Hai Aur Film Wahin Pe Khatam Hoti Hai. Leikin Is Ke Baad Veer (Shahrukh Khan) Kiya Kehta Hai? Wo Hazir Khidmet Hey…… Main Shohar Number 420 Khirki Se Bahar Deikhta Hoon Larkiyon Se Bhari College Ki Bus, Jab Unhain Chor K Jaati Hai Aik Larki Jo Paros Mein Rehti Hai, Mere Saamne Aati Hai Khud Ko Samiya Kehti Hai Mujhe Uncle Bulati Hai Aisi Pariyon Ko Deikh Kar, Bahar Jaane Ko Jee Karta Hai Khirki Se Neeche Kood Kar, Hath Milane Ko Jee Karta Hai Apni Biwi Ko Chor Kar, Bhaag Jaane Ko Jee Karta Hai Wo Kehte Hain Uska
... Read more »