Yeh Degree bhi lelo, Yeh Naukri bhi lelo, Bhale mujhse lelo who US ka Visa, Magar mujhko lauta do college ka canteen, Who TeeKha Samosaa, Who thanda saaa paani, Who Teekha Samosa, Who thanda saaa paani
Who College ki sabse - purani nishaanee, Who chai vaalaa jisko - saare kehte the...jaani, Who jaani ke hathon - ki 'cutting' chai meethi, Who chup-kese journal - mein Jo bheji thi chitthi,
Sadak per sab kahe kya cute ho, Bhid me sab kahe side ho, side ho, Lahore, Karachi ya Islamabad ki paidaish ho, Sas ki seva jiski khwahish ho Aisi apni Wife ho.
Padosi jab baat kare to haath me knife ho, Dinner ke time candle light ho, Ham me tum me kabhi na koi fight ho, Milane ke baad dil delight ho, Hey Khuda teri 'puja,shanti aur Bhakti' meri life ho. Yeh kavita padhne ke baad log kahe "chikne, tum right ho", Aise apni Wife ho.
Badhti howi betaabiyan Intezaar bhari shamen Beqaraar see meri raaten Be noor hain meri aankhen Koi bhi rang nahi bhaata Tumhare bin ab jeeya nahi jata...
Badhti howi khamosheyan Jaagti raaten lambe din Aankhon main kuch khowab adhurae Laboon per aadhi baat Aadhi baat bhi uljhe see Uljhe batoon k saath raha nahi jata Kya karen kuch kiya nahi jata Tumhare bin ab jeeya nahi jata...!