L0at aa0 k phir yeh aitbar na milega Yeh m0habbat yeh ehsaas yeh pyar na milega Manga hai RAB se tujhe dua0n mein R0 R0 kar Ham jaisa tujhe k0i talabgar nahi milega!!!
Aansu jo beh rahey hein inhein behney do Yeh keh rahey hein dil ki baat, kehney do Buhat bawafa ho tum, yeh ham ko hai maloom Tum apni wafa ki baat, apney tak hi rehney do! Mila to kia mila tumhein chahney kay baad Bas dukh hi seh rahein hein, hamein sehney do Tum ney to keh dala sab haal-e-dil apna Ab mujh ko apni daastaan bhi kehney do Mar gaye auroon kay liye main Tum apni khatir ham ko Zinda rehney do..
hum bahatey rahe ansoo sari raat ap atey rahe hamain yaad sari raat din to kat hi jata hai yaadon k sath magar kat ti nahin hum se ye zalim sari raat kabhi uthon kabhi bethon ik pal ka chain hoa haram sari raat miley they hum jahan aur ki thi jo batain manzar wohi atey hain ankhon k agey sari raat kyun ki mohabbat aur galey lagaya ye rog bas usi din ko kostey rehtey hain sari raat hum bahatey rahe ansoo sari raat ap atey rahe hamain yaad sari raat
Kabhi Aansoo Kabhi Khushboo Kabhi Naghma Bankar Hum Say Her shaam Mili Hai Tera Chehra Bankar Chand Nikla Hai Teri Aankh K Ansoo Ki Tarah Phool Mehkay Hain Teri Zulf Ka Saya Bankar Meri Jaagi Huyi Raaton Ko Usi Ki Hai Talash So Raha Hai Meri Ankhon Main Jo Sapna Bankar Dil Kay Kaghaz Par Utarta Hai Jo Sheron Ki Tarah Meray Hontoon Pay Machalta Hai Jo Naghma Bankar Raat Bhi aaye To Bujhti Nahin Chehray Ki Chamak Rouh Main Phail Gaya Hai Woh Ujala Bankar Mera Kya Haal Hai Yeh Aakay Kabhi dekh To Lay Jee Rahi Hoon Teri Bhoola Hua Vada Bankar Dhoup Main Kho Gaya Woh Haath Chhura Kar Ghar Say Jo Saath Chala Tha Mera Saya Bankar Kabhi Aansoo Kabhi Khushboo Kabhi Na
... Read more »