Phirta Tha Main Gali Gali Woh Larrki Mujhey Nahin Mili
Khoobsurti Ka Jo Namoona Ho Kudrat Ki Ho Jaadu Gari Chand Jaisa Chehra Ho Soorat Ho Uss Ki Khili Khili Phirta Tha Main Gali Gali Woh Larrki Mujhey Nahin Mili
Phoolon Jaisi Rangat Ho Gulab Ki Ho Pankharri Badan Uss Ka Shola Ho Jaisey Ho Koi Pul Jharri Phirta Tha Main Gali Gali Woh Larrki Mujhey Nahin Mili
Phir Aik Din Bazaar Mein Nigaah Mairi Uss Pay Parri Gorey Jiss Ke Gaal Thay Aankhein Jiss Ki Barri Barri Hosh Maira Kho Gaya Aankh Jab Uss Say Larri Aur Main Ye Bhool Gaya Ke Saath Mein Hai Biwi Kharri Qadam Utthaya Uss Ki Taraf To Biwi Ne Utthai Charri Aur Maar Mujhey Itni Parri Dard Aaj Bhi Hota Hai Gharri Gharri affraid affraid