Site menu |
|
 |
Section categories |
|
 |
Calendar |
|
 |
Entries archive |
|
 |
Search |
|
 |
Tag Baord |
|
 |
ShaanSE Poll |
|  |
|
Main » 2011 » March » 31
Is Zamanay Say Na Hum Koi Gilaa Rakhain Gay
Dil Lagayein Gain To Na Shart-E-Wafa Rakhain Geyyy
Na Dikhayain Gain Kabhi Dil Pe Lage Zakhm Unhain
Dard Uthay Ga Magar Dil Ko Daba Rakhain Geyyyy
Jaan Na Daingain Agar Aik Ishaara Kar Deyyyy
Ham Usay Apne Liye Bhi Na Bacha Ke Rakhain Geyyyy
Sab Hata Daingain Teri Raah Ki Rukawat Hamdam
Ghar Ke Darwazay Ko Har Waqt Khula Rakhain Geyyyy
Unki Har Baat Ko Bhoolay Say Na Bhoolain Gain Kabhi
Unki Yadoon Ko Bhi Seenay Se Laga Rakhain Geyy
Toot Bhi Jaayegi Umeed Jo Tere Aanay Ki
Ek Diya Phir Bhi Hawaaon Main Jala Rakhain Gey.
|

kaash ke mujh sey bhi kisiko pyar hota, kaash ke mere liye bhi kisika dil bekarar hota,
kaash ke mujhe bhi koi apni yaadon mein laata, apne khwabon mein basata ,ankhon mein chupaata.
...
Read more »
|

Mein Aisi Mohabbat Kerta Hoon
Na-Kaam Nahi, Na-Shaad Nahi Mein Qais Nahi Ferhad Nahi Punno B Nahi Ranja B Nahi Wamiq B Nahi Mirza B Nahi Wo Loog Tu Bas Afsana Thy Is Shidat Se Be-Gana Thy Mein Zinda Ik Haqeqat Hoon Sar-Ta-Pa Jazba-E-Ulfat Hoon Mein Tum Ko Dekh K Jeeta Hoon Her Lamha Tum Pe Merta Hoon
Mein Aisi Mohabbat Kerta Hoin Tum Kesi Mohabbat Kerty Ho?
Tum Jahan Pe Beth Ker Jaty Ho Jis Cheez Ko Haath Lagaty Ho Mein Wahein Pe Betha Rehta Hoin Us Cheez Ko Choota Re
...
Read more »
|
Wo Ek Shakhs K Jis Se Shikayaten Theen Bohat, Wo Aziz Tha Us Se Muhabbaten Theen Bohat, Wo Jab Mila To Dil Mein Koi Talab Hi Na Thi, Bichar Geya To Hamari Zaruratien Theen Bohat, Wo Yon Mila Ke Jaisay Kabhi Mila He Na Tha, Hamari Zaat Pe Uski Inayaten Theen Bohat, Hamen Khud Apnay Hi Yaron Ne Kar Diya Ruswa, Ke Baat Kuch Bhi Na Thi Or Wazahatein Theen Bohat, Har Mor Pe Hum Totetay Bikhartay Rahe, Hamari Rooh Pe Tanha Qayamaten Theen Bohat.
|
Yaad Aatey Hain Jab Bhi Din Woh Puraney Ye Naina Kyun Lagtey Hain Aansoo Bahaney
Pagley Hain Naina Itna Na Jaaney Nahin Lottey Hain Kabhi Din Puraney
Woh Bachpan Ki Baatein Woh Rangeen Zamaney Chootey Yoon Hum Say Hon Jaisey Khazaney
Kahan Lot'tey Hain Woh Saathi Puraney Kahan Phir Say Miltey Hain Gum Kar Khazaney ....!
|
what have happened to us? y can't we be like before, y we always pretend to be, y can't we share our sorrows.
y there is always an arguments, y tears fall from eyes, what we dont understand? y the things want us to say "GOODBYE".
where does those days are gone, were we use to be togather, in the breeze our laugh use to flow, stupid fights use to bring us closer.
dear, t
...
Read more »
|
Tum Ne Keh Diya Jaana Kis Qadar Aasaani Say Chand Roz Mehfil Mein Main Nazar Na Aoon To Ye Khayal Kar Lena Waqt Ne Mujhey Tum Say Door Kar Diya Ho Ga Kis Qadar Aasaani Say Kund Dhaar Ye Nishtar Dil Ke Paar Kar Daaley Par Mujhey Yaqeen Hai Ke Mohabbaton Ke Rishton Mein Lafzon Ki Haqeeqat Kuch Nahin Hoti Jo Dilon Mein Bastey Hon Door Woh Nahin Hotey Waqt Gar Humein Unn Say Door Kar Bhi Daaley To Dil Unhein Nahin Khota Pyar Kam Nahin Hota !!!
| |
|
Login Here
|
Welcome to ShaanSE Poetry
|
 |
ShaanSE Facebook |
|
 |
statistics |
Total online: 1 Guests: 1 Users: 0 |
 |
Members Area |
Users who have visited the site today
|
 |
ShaanSE Facebook |
|
 |
ShaanSE Channel |
|
 |
Dedicated To ShaanSE-1
|
|
 |
Dedicated To ShaanSE-2
|
|
 |
Search |
|
 |
|