RAAT KA AKHRI PEHAR THA ! Mujhse Chand Ne kaha! ” Hamnasheen Alwida! Mujhko Neend Aa Rahi Hai! Kal Milenge Isi Jaga! ” Main Sun kar Muskura Di! Usko Batla Dia! ” Jane Wale Laut’Te Nahi! Tum Nahi Aoge! Mujhe Hai Yakeen! ” Meri Baat Sun k wo Ruk Gaya Aur kehne Laga..
” Tumse Waada karon! Phir Poora Na karon... Aisa Mumkin Nahi... Sun Aay Hamnasheen. ” MAIN INSAAN TO NAHI”.......
Rehnewalon Se Nahi, Jaanewalon Se Pucho Ki Zindgi Kya Cheez Hoti Hai. Panewalon Se Nahi, Khonewalon se Pucho Ki Izzat Kya Cheez Hoti hai. Amiron Ko Kya Dekthe Ho, Zara Garibon Se Pucho Ki Daulat Kya Cheez Hoti Ha
... Read more »
sab maya hai , sab dhaltee phirtee chaya hai
iss ishq mein hum nay jo khooya jo paya hai
sab maya hai
maloom hmain sab qais miyaan ka qissa bhi
sab aik say hain, yeah ranjha bhi, yeh insha bhi
farhad bhi jo ik nahar se khood kay laya hai
sab maya hai ("Quais" in the first line above was
Majnoo's name. "Farhad," another famous lover of the Sheerin-Farhad
fame undertook the task of digging a "nehar" (irrigation channel)
through a mountain to prove his love. "Insha" is the author of this
poem.)
woh larki bhi jo chaand nagar ke raani thee
woh jiss ke alhaar ankhoon mein hayraani thee
aj uss nay bhi pay'ghaam (message) yeehi bhijwaya hai
saab maya hai